Mujhe Tukar Tukar Na Dekh Lyrics, Singer & Song Details

Mahaveera 1988 album cover

Mahaveera 1988 Album Details

Naresh Saigal
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Anand Bakshi
Dimple Kapadia, Dharmendra, Raj Babbar, Beena Banerjee, Utpal Dutt

album songs
Mujhe Tukar Tukar Na Dekh
Singer : Sadhana Sargam

Mujhe Tukar Tukar Na Dekh Lyrics

Song Title = Mujhe Tukar Tukar Na Dekh
Movie/Album = Mahaveera (1988)
Singers = Sadhana Sargam
Song Lyricists =Anand Bakshi
Music Director =Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director =Naresh Saigal

Mp3 Song Lyrics

((Oo oo oo
Mujhe tukar tukar
Mujhe tukar tukar na dekh balma
Mujhe tukar tukar na dekh balma
Mujhe kuch ho raha o jalma
O balma o jalma o balama o jalma

Mujhe tukar tukar
Mujhe tukar tukar na dekh balma
Mujhe kuch ho raha o jalma

Tujh se aankhe kyaa mili
Dil mein lag gayi aag
Ho dil mein lag gayi aag
Asia lag gaya mujhe das gaya kala naag
Das gaya kala naag
Mera dil gaya jaan gayi
Mera dil gaya jaan gayi
Mujhe tukar tukar
Mujhe tukar tukar na dekh balma
Mujhe kuch ho raha o jalma

Chhedege log mujhe leke tera naam
Leke tera naam
Tera kyaa ho jaaugi mein
Muft mein badnaam
Muft mein badnaam
Chhod aanchal na chhed jalma
Chhod aanchal na chhed jalma
Mujhe tukar tukar
Mujhe tukar tukar na dekh balma
Mujhe kuch ho raha o jalma

Kagaj kalam da batala
Main kardu ye kaam
Ho main kardu ye kaam
Likha du apni jaan to jaanu tera naam
O to jaanu tera naam
Aur mein kyaa karu bol balma
Aur mein kyaa karu bol balma
Mujhe tukar tukar
Mujhe tukar tukar na dekh balma
Mujhe kuch ho raha o jalma
O balma o jalma o balama o jalma

Mujhe tukar tukar
Mujhe tukar tukar na dekh balma
Mujhe kuch ho raha o jalma...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mujhe Tukar Tukar Na Dekh

Mujhe Tukar Tukar Na Dekh is a song from Mahaveera 1988. It is sung by Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anandji, Kalyanji Virji Shah. Read the lyrics above and view the Mahaveera 1988 album song list for more songs and album details.