Mujhe Teri Bahon Mein Na Lyrics, Singer & Song Details

Nai Duniya Naye Log 1973 album cover

Nai Duniya Naye Log 1973 Album Details

B R Ishara
Jagmohan Bakshi Sapan Sengupta
Naqsh Lyallpuri
Reena Roy, Satyen, Danny Denzongpa, Manmohan Krishna, Nadira

album songs
Mujhe Teri Bahon Mein Na
Singer : Asha Bhosle

Mujhe Teri Bahon Mein Na Lyrics

Song Lyrics Title = Mujhe Teri Bahon Mein Na
Movie/Album = Nai Duniya Naye Log (1973)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Composer = Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta
Director = B.R.Ishara

Mp3 Song Lyrics

((Mujhe teri baho mein
Na jaane kya milta hai
Mujhe teri baho mein
Na jaane kya milta hai
Tan mera mehakta hai
Ang ang khilta hai
Mujhe teri baho mein
Na jaane kya milta hai
Mujhe teri baho mein
Na jaane kya milta hai

Jaane bat kya hia
Jaane raaz kya hai
Bar bar mera pyar
Sochta hai
Jaane bat kya hia
Jaane raaz kya hai
Bar bar mera pyar
Sochta hai
Kyu teri nighaho se
Nighahe milake
Hosh nahi rehta hai
Mujhe teri baho mein
Na jaane kya milta hai
Mujhe teri baho mein
Na jaane kya milta hai

Tere paas aake
Tere sath rahke
Kaise dil na dhadke
Kaise dil na bahke
Tere paas aake
Tere sath rahke
Kaise dil na dhadke
Kaise dil na bahke
Tu hai mere samne to
Mujhe duniya ka
Hosh nahi rehta hai
Mujhe teri baho mein
Na jane kya milta hai
Tan mera mehakta hai
Ang ang khilta hai....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mujhe Teri Bahon Mein Na

Mujhe Teri Bahon Mein Na is a song from Nai Duniya Naye Log 1973. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Jagmohan Bakshi Sapan Sengupta. Read the lyrics above and view the Nai Duniya Naye Log 1973 album song list for more songs and album details.