Mujhe Pyar Ka Dard Lyrics, Singer & Song Details

Aye Meri Bekhudi 1993 album cover

Aye Meri Bekhudi 1993 Album Details

Chanchal Kumar
Anil Mohile
Naqsh Lyallpuri
Anil Bakshi, Rakesh Bedi, Prem Chopra

album songs
Mujhe Pyar Ka Dard
Singer : Kumar Sanu

Mujhe Pyar Ka Dard Lyrics

Song Title = Mujhe Pyar Ka Dard
Movie/album = Aye Meri Bekhudi (1993)
Singers = Kumar Sanu
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Director = Anil Mohile
Director = Chanchal Kumar
Music Label = Weston Music


Mp3 Song Lyrics

((Mujhe pyar ka dard milta rahe
Mujhe pyar ka dard milta rahe

Ye dard hi dil ki dawa hai is
Dard se kya darna
Ye pyar ki khatir jeena hai
Pyar ki khatir hai marna
Mujhe pyar ka dard milta rahe
Mujhe pyar ka dard milta rahe

Pyar hai aisi aag jisme
Hans ke jale jawani
Pyar ki aag bhuja na
Paya dariyao ka pani
Issi aag me chain jalta rahe

Mujhe pyar ka dard milta rahe
Ye dard hi dil ki dawa hai is
Dard se kya darna
Ye pyar ki khatir jeena hai
Pyar ki khatir hai marna
Mujhe pyar ka dard milta rahe
Mujhe pyar ka dard milta rahe

Kadam bada ke pyar
Kabhi na dekhe aage piche
Pyar lahu ki bundo se hi
Phul dilo ke seenche
Jale rut magar pyar palta rahe

Mujhe pyar ka dard milta rahe
Ye dard hi dil ki dawa hai is
Dard se kya darna
Ye pyar ki khatir jeena hai
Pyar ki khatir hai marna
Mujhe pyar ka dard milta rahe
Mujhe pyar ka dard milta rahe...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Mujhe Pyar Ka Dard Video

About Mujhe Pyar Ka Dard

Mujhe Pyar Ka Dard is a song from Aye Meri Bekhudi 1993. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Anil Mohile. Read the lyrics above and view the Aye Meri Bekhudi 1993 album song list for more songs and album details.