Mujhe Pyaar Hua Lyrics, Singer & Song Details

Judaai 1997 album cover

Judaai 1997 Album Details

Raj Kanwar
None
None
Anil Kapoor, Sridevi, Urmila Matondkar

album songs
Mujhe Pyaar Hua
Singer : Abhijeet, Alka Yagnik

Mujhe Pyaar Hua Lyrics

Song Title = Mujhe Pyaar Hua
Movie/Album = Judaai (1997)
Singer(s) = Abhijeet, Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Tujhe nahin dekhoon to jiya nahin maane
Haal mera kya hai ye mera khuda jaane
Tujhe nahin dekhoon to jiya nahin maane
Haal mera kya hai ye mera khuda jaane
Tujhse milne julne ke mil gaye bahaane
Nazar mili aise ki ban gaye fasaane
Dekha jab khwaab to deedar hua allahmiya
Dekha jab khwaab to deedar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Teri meri chaahat ka baras raha saawan
Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan
Teri meri chaahat ka baras raha saawan
Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan
Khulke mile aashiq to toot gaye bandhan
Jawaan dilwalon ka aaj hua sangam
Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya
Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya...)))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mujhe Pyaar Hua

Mujhe Pyaar Hua is a song from Judaai 1997. It is sung by Abhijeet, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Judaai 1997 album song list for more songs and album details.