Mujhe Mere Haal Pe Lyrics, Singer & Song Details

Kanhaiya 1959 album cover

Kanhaiya 1959 Album Details

Om Prakash
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Raj Kapoor, Nutan, Lalita Pawar

album songs
Mujhe Mere Haal Pe
Singer : Mukesh

Mujhe Mere Haal Pe Lyrics

Song Title = Mujhe Mere Haal Pe Chhod Do
Movie/Album = kanhaiya (1959)
Singer = Mukesh
Lyricist = Hasrat Jaipuri
Music Director = Shankar Jaikishan
Film Director = S N Tripathi

Mp3 Song Lyrics

((mujhe tumse kuch bhi na chahiye
mujhe mere hal pe chod do
mujhe mere hal pe chod do
mera dil agar koyi dil nahi
use mere samane tod do
use mere samane tod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye

mai ye bhul jaunga jindagi
kabhi muskarayi thi pyar me
mai ye bhul jaunga jindagi
kabhi muskarayi thi pyar me
mai ye bhul jaunga mera dil
kabhi khil utha tha bahar me
jinhe is jaha se bhula diya
mera naam un me hi jod do
mera naam un me hi jod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye
mujhe mere hal pe chod do
mujhe mere hal pe chod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye

tumhe apna kahne ki chah me
kabhi ho sake na kisi ke ham
tumhe apna kahne ki chah me
kabhi ho sake na kisi ke ham
yahi dard mere jigar me hai
mujhe mar dalega bas ye gum
mai wo gul hu jo na khila kabhi
mujhe kyu na shaakh se tod do
mujhe kyu na shaakh se tod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye
mujhe mere hal pe chod do
mujhe mere hal pe chod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mujhe Mere Haal Pe

Mujhe Mere Haal Pe is a song from Kanhaiya 1959. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Kanhaiya 1959 album song list for more songs and album details.