Mujhe Mehram Mehram Lyrics, Singer & Song Details

Kahaani 2 2016 album cover

Kahaani 2 2016 Album Details

Sujoy Ghosh
Clinton Cerejo
Amitabh Bhattacharya
Vidya Balan, Arjun Rampal, Jugal Hansraj, Tota Roychoudhury, Kharaj Mukherjee, M

album songs
Mujhe Mehram Mehram
Singer : Arijit Singh

Mujhe Mehram Mehram Lyrics

Song Title = Mujhe Mehram Mehram
Movie/album = Kahaani 2 (2016)
Singers = Arijit Singh
Song Lyricists = Amitabh Bhattacharya
Music Director = Clinton Cerejo
Director = Sujoy Ghosh

Mp3 Song Lyrics

((Teri ungli thaam ke
Teri duniya mein chalun
Mere rang tu na range
Toh tere rang mein main dhalun

Mujhe kuch mat de
Bas rakh le mera nazraana
Bin sharton ke
Haan tujhse mera yarana

Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le

Meri aankhon mein teri
Soorat pehchan le
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram, mujhe mehram jaan le

Khul ke na keh sake
Kaanon mein bol de
Apna har raaz tu
Aa mujhpe khol de

Mere rehte...
Bhala kis baat ka hai ghabrana
Ab se tera...
Haafiz hai mera yaarana

Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le

Meri aankhon mein teri
Soorat pehchan le
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram, mujhe mehram jaan le

Tere hisse ka neela aasmaan
Hoga na kabhi baadal mein chhupa
Tujhpe aanch na, koi aayegi
Taqleefein kabhi chhu na payengi

Mujhe ye waada hai jeete jee pura kar jana
Bin sharton ke..haan tujhse mera yaarana

Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le

Meri aankhon mein teri
Soorat pehchan le
Mujhe mehram, mehram, mehram
Mujhe mehram, mujhe mehram
Mujhe mehram...
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le

Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le
Meri aankhon mein teri
Soorat pehchan le
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram...jaan le...))

Posted by : {Sandhya Kanojiya}

About Mujhe Mehram Mehram

Mujhe Mehram Mehram is a song from Kahaani 2 2016. It is sung by Arijit Singh. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya. Music information: Clinton Cerejo. Read the lyrics above and view the Kahaani 2 2016 album song list for more songs and album details.