Mujhe Maar Daalo Lyrics, Singer & Song Details

Geetaa Mera Naam 1974 album cover

Geetaa Mera Naam 1974 Album Details

Sadhana
Laxmikant, Pyarelal
Rajendra Krishan
Sunil Dutt, Sadhana, Feroz Khan

album songs
Mujhe Maar Daalo
Singer : Asha Bhosle

Mujhe Maar Daalo Lyrics

Song Title = Mujhe Maar Dalo
Song Lyrics Movie = Geeta Mera Naam (1974)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Sadhana Nayyar

Mp3 Song Lyrics

((Ha mujhe mar dalo mai mar jaungi
Marte marte ye sabit kar jaungi
Ke jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi
Jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi
Mujhe mar dalo mai mar jaungi
Marte marte ye sabit kar jaungi
Ke jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi
Jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

Tufano se mujhe aata hai khelna
Mere liye khel hai julmo ka jhelna
Tufano se mujhe aata hai khelna
Mere liye khel hai julmo ka jhelna
Julmo se julm karo julm sahungi
Phir bhi kahungi
Ke jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi
Jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

Nikhra hua hai kaisa aaj rang jhumta
Aise me kyu na aye maja intkam ka
Nikhra hua hai kaisa aaj rang jhumta
Aise me kyu na aye maja intkam ka
Gore badan ase jo khun bahega
Bahke kahega ki
Ke jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi
Jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

Jitna sitam karo utna hi kam hai
Jine ki khushi hai na marne ka gum hai
Jitna sitam karo utna hi kam hai
Jine ki khushi hai na marne ka gum hai
Katil juban se chup rahega
Lahu to kahega
Ke jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi
Jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi
Jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

Mujhe mar dalo mai mar jaungi
Marte marte ye sabit kar jaungi
Ke jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi
Jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi
Jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mujhe Maar Daalo

Mujhe Maar Daalo is a song from Geetaa Mera Naam 1974. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Geetaa Mera Naam 1974 album song list for more songs and album details.