Mujhe Ishq Se Lyrics, Singer & Song Details

Yaariyan 2014 album cover

Yaariyan 2014 Album Details

Divya Khosla Kumar
Mithoon
Mithoon
Nicole Faria, Himansh Kohli, Rakul Preet Singh, Shreyas Porus Pardiwalla, Ankit

album songs
Mujhe Ishq Se
Singer : Tulsi Kumar, Gajendra Verma

Mujhe Ishq Se Lyrics

Song Title = Mujhe Ishq Se
Movie/Album = Yaariyan 2014
Singer = Tulsi Kumar, Gajendra Verma
Lyrics = Mithoon
Music = Mithoon

Mp3 Song Lyrics

((Mujhe ishq se rehna tha door
Gham iske bade jo hain mash-hoor
Par yeh dil hai ki bilkul mana nahi
Mujhe kheench kar dekho le aaya wahin
Jahaan ishq hai, bas ishq hai
Haan ishq hai, bas ishq hai

Yaariyan ve yaariyan ve

Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahan
Ke mil jaaye ise woh barish
Jo bhiga de poori tarah

Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahan
Ke mil jaaye ise woh barish
Jo bhiga de poori tarah


Tu jo mila to zindagi hai badli
Main poori nayi ho gayi
Hai be-asar duniya ki baatein badi
Ab teri sunu main sada
Hmm milne ko tujhse bahaane karoon
Tu muskuraye wajah main banoon
Roz bitana saath mein tere
Sara din mera

Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahan
Ke mil jaaye ise woh barish
Jo bhiga de poori tarah

Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahan
Ke mil jaaye ise woh barish
Jo bhiga de poori tarah

Kya hua asar tere sath reh kar na jaane
Ke hosh mujhe na raha
Lafz mere the zuban pe aake ruke
Par ho na sake woh bayan
Dhadkan tera hi naam jo le
Aankhein bhi paigham yeh de
Teri nazar ka hi yeh asar hai
Mujh pe jo hua

Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahan
Ke mil jaaye ise woh barish
Jo bhiga de poori tarah

Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahan
Ke mil jaaye ise woh barish
Jo bhiga de poori tarah...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mujhe Ishq Se

Mujhe Ishq Se is a song from Yaariyan 2014. It is sung by Tulsi Kumar, Gajendra Verma. Lyrics are credited to Mithoon. Music information: Mithoon. Read the lyrics above and view the Yaariyan 2014 album song list for more songs and album details.