Mujhe Is Tarah Se Lyrics, Singer & Song Details

Apne Dam Par 1996 album cover

Apne Dam Par 1996 Album Details

Arshad Khan
Aadesh Shrivastava
Anwar Sagar
Vikas Anand, Sonali Bendre, Mithun Chakraborty

album songs
Mujhe Is Tarah Se
Singer : Sadhana Sargam, Udit Narayan

Mujhe Is Tarah Se Lyrics

Song Lyrics Title = Mujhe Is Tarah Se
Song Lyrics Movie = Apne dam par 1996
Singers = Sadhana Sargam, Udit Narayan
Song Lyricists = Anwar Sagar
Music Composer = Aadesh Srivastava
Director = Arshad Khan
Music Label = Time


Mp3 Song Lyrics

((Ho mujhe is tarha se dekha hai tune
Mujhe is tarha se dekha hai tune
Mere dil ki dhadkan dahakne lagi
Aankho me sajne lage khawab tere
Oo ho aankho me sajne lage khawab tere
Oo meri har tamana mahakne lagi

Gulabo ke jaise lab hai tumhare
Gulabo ke jaise lab hai tumhare
Bade katilana nazar ke ishare
Badi khubsurat ye dil lagi hai
Ho badi khubsurat ye dil lagi hai
Isme tumhari mahobat chhupi hai
Isme tumhari mahobat chhupi hai
Aanchal jo tere tan se ud gaya to
Aanchal jo tere tan se ud gaya to
Mere dil ki halat bigadane lagi
Aankho me sajne lage khawab tere
Oo ho aankho me sajne lage khawab tere
Oo meri har tamana mahakne lagi

Mai ho gayi hu sanam naam tere
Mai ho gayi hu sanam naam tere
Sang mai rahugi subho sham tere
Ye gora badan ae jane jana
Ye gora badan ae jane jana
Banata hai mujhko tera diwana
Banata hai mujhko tera diwana
Chupke se aake tune chhhu liya to
Ho chupke se aake tune chhhu liya to
Sharmake khud mai simatne lagi
Ho mujhe is tarha se dekha hai tune
Mujhe is tarha se dekha hai tune
Oo mere dil ki dhadkan
Ha dhadkan bahakne lagi
Aankho me sajne lage khawab tere
Oo ho aankho me sajne lage khawab tere
Oo meri har tamana tamana mahakne lagi..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Mujhe Is Tarah Se Video

About Mujhe Is Tarah Se

Mujhe Is Tarah Se is a song from Apne Dam Par 1996. It is sung by Sadhana Sargam, Udit Narayan. Lyrics are credited to Anwar Sagar. Music information: Aadesh Shrivastava. Read the lyrics above and view the Apne Dam Par 1996 album song list for more songs and album details.