Mujhe Hichki Lagi Lyrics, Singer & Song Details

Bulandi 2000 album cover

Bulandi 2000 Album Details

Rama Rao Tatineni
Vijay Kalyanji Shah
Anand Bakshi
Anil Kapoor, Rajinikanth, Rekha, Raveena Tandon

album songs
Mujhe Hichki Lagi
Singer : Anuradha Paudwal, Kumar Sanu

Mujhe Hichki Lagi Lyrics

Song Title = Mujhe Hichki Lagi
Movie/album = Bulandi (2000)
Singers = Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Director = Rama Rao Tatineni (as T. Rama Rao)
Music Label = T-Series
Release on = 7th January, 2000

Mp3 Song Lyrics

((Are mujhe kya hua mujhe hichki lagi
Nasha mujhe ho gaya nazar kiski lagi
Zara mujhe tham lo warna main chali
Are mujhe kya hua mujhe hichki lagi
Nasha mujhe ho gaya nazar kiski lagi
Zara mujhe tham lo warna main chala

Teri ankhiyo ki galiyo mein ghum lu
Teri ankhiyo ki galiyo mein ghum lu
Teri baaho ki raaho mein jhum lu
Aa zara paas mere
Aa zara paas mere main tujhe chum lu
Mera mat naam lo warna main chali
Are mujhe kya hua mujhe hichki lagi
Nasha mujhe ho gaya nazar kiski lagi
Zara mujhe thaam lo warna main chala

Kaisa nasha hain ye kaisa josh hain
Kaisa nasha hain ye kaisa josh hain
Iss josh mein kisko ye hosh hain
Nahi mera o sanam
Nahi mera o sanam ye tera dosh hain
Mera mat naam lo warna main chala
Are mujhe kya hua mujhe hichki lagi
Nasha mujhe ho gaya nazar kiski lagi
Zara mujhe thaam lo warna main chali
Are mujhe kya hua mujhe hichki lagi
Nasha mujhe ho gaya nazar kiski lagi
Zara mujhe thaam lo warna main chala...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mujhe Hichki Lagi

Mujhe Hichki Lagi is a song from Bulandi 2000. It is sung by Anuradha Paudwal, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Vijay Kalyanji Shah. Read the lyrics above and view the Bulandi 2000 album song list for more songs and album details.