Mujhe Hai Zara Jazba Lyrics, Singer & Song Details

Zindagi Ya Toofan 1958 album cover

Zindagi Ya Toofan 1958 Album Details

Nakshab
Nashad
Nakhshab Jarchavi
Pradeep Kumar, Nutan, Om Parkesh, Johny Walker

album songs
Mujhe Hai Zara Jazba
Singer : Asha Bhosle, Talat Mahmood

Mujhe Hai Zara Jazba Lyrics

Song Title = Mujhe Hai Zara Jazba
Movie/Album = Zindagi Ya Toofan (1958)
Singers = Asha Bhosle, Talat Mahmood
Song Lyricists = Nakhshab Jarchavi
Music Director = Nashad
Director = Nakshab

Mp3 Song Lyrics

((Ho mujhe hai zara jazb e dil aazmana
Mujhe hai zara jazb e dil aazmana
Mujhe hai zara jajbe dil aazmana
Yaha kuchh bhi gujre magar tum na aana
Yaha kuchh bhi gujre magar tum na aana

Mere paas aakar na daman bachana
Mere paas aakar na daman bachana
Machalne ka dil dhundta hai bahana
Machalne ka dil dhundta hai bahana

Thaharti chali ja rahi tabiyat
Thaharti chali ja rahi tabiyat
Gujarta chala ja raha hai jamana
Gujarta chala ja raha hai jamana

Mohabbat bharosha bharosha mohabbat
Mohabbat bharosha bharosha mohabbat
Idhar ek dil hai udhar hai jamana
Idhar ek dil hai udhar hai jamana

Yaki hai tu rahe wafa se gujar ja
Yaki hai tu rahe wafa se gujar ja
Guma hai to is rah mein fir na aana
Guma hai to is rah mein fir na aana

Dupatte ke aachal ho bande rahe hai
Dupatte ke aachal ho bande rahe hai
Banane ko hai koi taja bahana
Banane ko hai koi taja bahana.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mujhe Hai Zara Jazba

Mujhe Hai Zara Jazba is a song from Zindagi Ya Toofan 1958. It is sung by Asha Bhosle, Talat Mahmood. Lyrics are credited to Nakhshab Jarchavi. Music information: Nashad. Read the lyrics above and view the Zindagi Ya Toofan 1958 album song list for more songs and album details.