Mujhe Dhoondh Le Aa Kar Lyrics, Singer & Song Details

Mem Saab 1971 album cover

Mem Saab 1971 Album Details

Atma Ram
Master Sonik, Om Prakash Sonik
Verma Malik
Vinod Khanna, Yogeeta Bali, Johnny Walker, Bindu

album songs
Mujhe Dhoondh Le Aa Kar
Singer : Lata Mangeshkar

Mujhe Dhoondh Le Aa Kar Lyrics

Song Title = Mujhe Dhoondh Le Aa Kar
Movie/album = Memsaab (1971)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Verma Malik
Music Director = Master Sonik, Om Prakash Sharma
Director = Atma Ram
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mera pyar hai bhul bhulaiya
Bhulaiya
Mera pyar hai bhul bhulaiya
Bhulaiya
Mujhe dhundh le aa kar saiya
O mera pyar hai bhul bhulaiya
Mujhe dhundh le aa kar saiya
O mera pyar hai bhul bhulaiya
Main chhup chhup chuup jau
Re chhup jau
Tere haath na main aau
Yaha aao

Tere tan se tere mann se
Mere kitne rishte
Tere tan se tere mann se
Mere kitne rishte
Tu kya samjhe kaun hu main
Ye samajh na paye fariste
Ye samajh na paye fariste
Kabhi dhup banu kabhi chhaiya
O mera pyar hai bhul bhulaiya
Kabhi dhup banu kabhi chhaiya
O mera pyar hai bhul bhulaiya
Main chhup chhup chuup jau
Re chhup jau
Tere haath na main aau
Nahi dhundh paye na

Meri chhudi jab bhi chhanke
Tujhko paas bulaye
Meri chhudi jab bhi chhanke
Tujhko paas bulaye
Meri saanson ki khushbu ne
Kitne deep jalaye
Kitne hi deep jalaye
Tu kab samjhega re saiya
O mera pyar hai bhul bhulaiya
Tu kab samjhega re saiya
O mera pyar hai bhul bhulaiya
Main chhup chhup chuup jau
Re chhup jau
Tere haath na main aau
Mujhe dhundh le aa kar saiya
O mera pyar hai bhul bhulaiya..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mujhe Dhoondh Le Aa Kar

Mujhe Dhoondh Le Aa Kar is a song from Mem Saab 1971. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Master Sonik, Om Prakash Sonik. Read the lyrics above and view the Mem Saab 1971 album song list for more songs and album details.