Mujhe Chu Rahi Hain Lyrics, Singer & Song Details

Swayamvar 1980 album cover

Swayamvar 1980 Album Details

P. Sambasiva Rao
None
Gulzar
Shashi Kapoor, Sanjeev Kumar, Moushumi Chatterjee

album songs
Mujhe Chu Rahi Hain
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Mujhe Chu Rahi Hain Lyrics

Song Title = Mujhe Chu Rahi Hain
Movie/album = Swayamvar (1980)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Director = None
Director = P. Sambasiva Rao

Mp3 Song Lyrics

((Mujhe chhu rahi hai, teri garm saase
Mere raat aur din mahek ne lage hai
Teri narm saasoon ne aise chhua hai
Ke mere to pau, bahek ne lage hai

Labo se agar tum, bula naa sako to
Nigahon se tum naam, lekar bula lo
Tumhari nigahen bahot bolti hai
Zara apni aankhon par, palke gira do

Mujhe chhu rahi hai, teri garm saase
Mere raat aur din mahek ne lage hai

Pata chal gaya hai ke, manzil kaha hai
Chalo dil ke lambe, safar pe chalenge
Safar khatm kar denge hum to wahi par
Jahan tak tumhare, kadam le chalenge

Mujhe chhu rahi hai, teri garm saase
Mere raat aur din mahek ne lage hai
Teri narm saasoon ne aise chhua hai
Ke mere to pau, bahek ne lage hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mujhe Chu Rahi Hain

Mujhe Chu Rahi Hain is a song from Swayamvar 1980. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: None. Read the lyrics above and view the Swayamvar 1980 album song list for more songs and album details.