Mujhe Buddah Mil Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Sangam 1964 album cover

Sangam 1964 Album Details

Raj Kapoor
Shankar Jaikishan
Hasrat Jaipuri
Vyjayanthimala, Raj Kapoor, Rajendra Kumar

album songs
Mujhe Buddah Mil Gaya
Singer : Lata Mangeshkar

Mujhe Buddah Mil Gaya Lyrics

Song Title = Mujhe Buddah Mil Gaya
Movie/album = Sangam (1964)
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Music Director = Shankar Jaikishan
Lyricist = Hasrat Jaipuri

Mp3 Song Lyrics

((main kya karu ram mujhe buddha mil gaya
main kya karu ram mujhe buddha mil gaya
hoy hoy buddha mil gaya, hay buddha mil gaya
main kya karu ram mujhe buddha mil gaya
main kya karu ram mujhe buddha mil gaya

sab jo gaye baag mera buddha bhi chala gaya
sab jo gaye baag mera buddha bhi chala gaya
sab to laye phul buddha gobhi le kar aa gaya
sab to laye phul buddha gobhi le kar aa gaya
main ho gai badnam mujhe buddha mil gaya
main kya karu ram mujhe buddha mil gaya
hoy hoy buddha mil gaya, hay buddha mil gaya
main kya karu ram mujhe buddha mil gaya

main gudiya hasin meri morni si chaal hai
main gudiya hasin meri morni si chaal hai
uske dada ji sa baal hai
sar me safed uske dada ji sa baal hai
sar me safed uske dada ji sa baal hai
ab kya hoga anjam mujhe buddha mil gaya
main kya karu ram mujhe buddha mil gaya
hoy hoy buddha mil gaya, hay buddha mil gaya
main kya karu ram mujhe buddha mil gaya

pariyon ke desh mujhe buddha le ke aa gaya
pariyon ke desh mujhe buddha le ke aa gaya
maine jo uthaya ghunghat buddha gussa kha gaya
maine jo uthaya ghunghat buddha gussa kha gaya
bigadega saare kaam mujhe buddha mil gaya
main kya karu ram mujhe buddha mil gaya
hoy hoy buddha mil gaya, hay buddha mil gaya
main kya karu ram mujhe buddha mil gaya
main kya karu ram mujhe buddha mil gaya..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mujhe Buddah Mil Gaya

Mujhe Buddah Mil Gaya is a song from Sangam 1964. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Shankar Jaikishan. Read the lyrics above and view the Sangam 1964 album song list for more songs and album details.