Mujhase Dosti Karoge Lyrics, Singer & Song Details

Koi Mere Dil Mein Hai 2005 album cover

Koi Mere Dil Mein Hai 2005 Album Details

Deepak Ramsay
Nikhil, Vinay
Faiz Anwar
Priyanshu Chatterjee, Dia Mirza

album songs
Mujhase Dosti Karoge
Singer : Anuradha Paudwal, Udit Naryan

Mujhase Dosti Karoge Lyrics

Song Title = Mujhase Dosti Karoge
Movie/Album = Koi Mere Dil Mein Hain 2005
Singer(s) = Anuradha Paudwal, Udit Naryan
Music Director(s) = Nikhil-Vinay
Lyricist(s) = Faiz Anwar

Mp3 Song Lyrics

((dosti se aashqi hai, aashqi mein jindagi hai - (3)
kehta hai yeh dil mera, (mujhase dosti karoge -4)
dosti se aashqi hai, aashqi mein jindagi hai - (2)
kehta hai yeh dil mera, (mujhase dosti karoge -4)

(agar saath hum rahe toh kho jaayenge
kabhi pyaar mein deewaane ho jaayenge) - (2)
kabhi dost banake dhoka na dena
tumhaara hai yeh dil, yeh jaan bhi hai
dosti se aashqi hai, aashqi mein jindagi hai - (2)
kehta hai yeh dil mera, (mujhase dosti karoge -4)

(tumhe chaahane laga kyun pal pal yeh dil
samajhata nahi kuchh bhi yeh paagal dil) - (2)
na tum hosh mein ho, na hosh mein dil
yeh dil ki lagi hai deewaanagi hai
(dosti se aashqi hai, aashqi mein jindagi hai - (2)
kehta hai yeh dil mera, (mujhase dosti karoge -4)) - (2) ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mujhase Dosti Karoge

Mujhase Dosti Karoge is a song from Koi Mere Dil Mein Hai 2005. It is sung by Anuradha Paudwal, Udit Naryan. Lyrics are credited to Faiz Anwar. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Koi Mere Dil Mein Hai 2005 album song list for more songs and album details.