Mujh Mein Tu Lyrics, Singer & Song Details

Special 26 2013 album cover

Special 26 2013 Album Details

Neeraj Pandey
M. M. Keeravani
Irshad Kamil
Kajal Aggarwal, Akshay Kumar, Manoj Bajpayee, Jimmy Shergill, Divya Dutta, Anupa

album songs
Mujh Mein Tu
Singer : Keerthi Sagathia

Mujh Mein Tu Lyrics

Song Title = Mujh Mein Tu
Movie/album = Special 26 2013
Singers = Keerthi Sagathia
Song Lyricists = Irshad Kamil
Music Director = M. M. Keeravani
Director = Neeraj Pandey

Mp3 Song Lyrics

((Mujh mein tu, tu hi tu basa
Nainon mein, jaise khwaab sa
Jo tu na ho to paani paani main na
Jo tu na ho to main bhi hoon ka main na
Tujh se mujhe sab atta...ho..

Mujh mein tu, tu hi tu basa..
Nainon mein, jaise khwaab sa..

Aa...aa...
Aa...aa...

Ishq aashiqui mein
Kuchh log chhant-ta hai..
Zakham baant-ta hai
Unhein dard baant-ta hai
Tod deta hai khwaab saare
Dekhte dekhte dard-e-barbaad sa
Jo tu na ho to paani paani main na
Jo tu na ho to main bhi hoon ka main na
Tujh se mujhe sab atta...
Mujh mein tu, tu hi tu basa
Nainon mein, jaise khwaab sa..

Sabra do kadam hai
Jise ishq log kehte
Magar ishq wale
Sab safar mein hi rehte
Khatma hota na umra bhar hi
Ishq ka raasta
Hai yeh be-hisaab sa
Jo tu na ho to paani paani main na
Jo tu na ho to main bhi hoon ka main na
Tujh se mujhe sab atta...
Mujh mein tu, tu hi tu basa
Nainon mein, jaise khwaab sa..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mujh Mein Tu

Mujh Mein Tu is a song from Special 26 2013. It is sung by Keerthi Sagathia. Lyrics are credited to Irshad Kamil. Music information: M. M. Keeravani. Read the lyrics above and view the Special 26 2013 album song list for more songs and album details.