Mujh Ko To Pina Hai Lyrics, Singer & Song Details

Upaasna 1971 album cover

Upaasna 1971 Album Details

Mohan
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Indeevar
Sanjay Khan, Mumtaz, Feroz Khan

album songs
Mujh Ko To Pina Hai
Singer : Asha Bhosle

Mujh Ko To Pina Hai Lyrics

Song Title = Mujh Ko To Peena Hai
Movie/Album = Upasana (1971)
Singer = Asha Bhosle
Lyricist = Indeevar, Rajendra Krishan
Music Director = Kalyanji Anandji
Film Director = Mohan

Mp3 Song Lyrics

((bahut der ki aane me
haye re kya paya tadpane me
pio pilao ji bhar ke
aaye ho jab maykhane me
pio na thodi si
pyas meri na bujha payega ek paimana
pyas meri na bujha payega ek paimana
mujhko to pina hai maykhane ka maykhana
pyas meri na bujha payega ek paimana

mere liye mera jivan sapna hai
sapne me tu kya har koi apna hai
yahi hai jivan tu ji le
yahi hai jivan tu ji le
pal pal ka tu ras pile pile ji le
dil ko na rahne de virane ka virana
mujhko to pina hai maykhane ka maykhana
pyas meri na bujha payega ek paimana

aur bhi hai mere rup kai so aise
ek hi rat me tu dekhega sab kaise
kal bhi tune na pehchana
kal bhi tune na pehchana
aaj bhi tune kab jana janu jana
samjhega tu kaise diwane ka diwana
mujhko to pina hai maykhane ka maykhana
pyas meri na bujha payega ek paimana
mujhko to pina hai maykhane ka maykhana
maykhane ka maykhana...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mujh Ko To Pina Hai

Mujh Ko To Pina Hai is a song from Upaasna 1971. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandji, Kalyanji Virji Shah. Read the lyrics above and view the Upaasna 1971 album song list for more songs and album details.