Muhabbat Ibadat Muhabbat Hai Lyrics, Singer & Song Details

Mohabbat Ke Dushman 1988 album cover

Mohabbat Ke Dushman 1988 Album Details

Prakash Mehra
Anandj, Kalyanji
Prakash Mehra
Raaj Kumar, Hema Malini, Sanjay Dutt, Farha Naaz

album songs
Muhabbat Ibadat Muhabbat Hai
Singer : Asha Bhosle, Prakash Mehra

Muhabbat Ibadat Muhabbat Hai Lyrics

Song Title = Muhabbat Ibadat Muhabbat Hai
Movie/Album = Mohabbat Ke Dushman (1988)
Singers = Asha Bhosle, Prakash Mehra
Song Lyricists = Prakash Mehra
Music Composer = Anandji Virji Shah,
Kalyanji Virji Shah
Director = Prakash Mehra

Mp3 Song Lyrics

((Mohabbat ibadat mohabbat hai pooja
Mohabbat se badkar nahi dharam duja
Aah ha ha aah ha ha
Mohabbat ibadat mohabbat hai pooja
Mohabbat se badkar nahi dharam duja
Mohabbat ke dusman jara ye samjh le
Mohabbat ke dusman jara ye samjh le
Mohabbat ke dum pe khadi hai duniya
Aah ha ha aah ha ha
Mohabbat ibadat mohabbat hai pooja
Mohabbat se badkar nahi dharam duja

Hoooo
Mohabbat junu hai na diwangi hai
Mohabbat hi insan ki zindagi hai
Mohabbat ka kaam to hai pake daman
Mohabbat ka daman to hai pake daman
Mohabbat khayalo ki pakichi hai
Mohabbat khuda hai khuda hai mohabbat
Mohabbat khuda hai khuda hai mohabbat
Mohabbat bahradil to ghar hai khuda ka
Aah ha ha aah ha ha

Mohabbat ibadat mohabbat hai pooja
Mohabbat se badkar nahi dharam duja
Hoooo
Mohabbat hi sab ko gale se lagaye
Mohabbat dilo se ye nafrat mittaye
Mohabbat ka eman insaniyat hai
Mohabbat ka eman insaniyat hai
Mohabbat hi insan ko insan banaye
Mohabbat riwazo ki bandis na mane
Mohabbat riwazo ki bandis na mane
Mohabbat ka majahab se hai vasta kya
Aah ha ha aah ha ha
Mohabbat ibadat
Mohabbat hai pooja
Mohabbat se badkar nahi dharam koi duja
Mohabbat ke dusman jara ye samjh le
Mohabbat ke dusman jara ye samjh le
Mohabbat ke dum pe khadi hai duniya
Aah ha ha aah ha ha aah ha ha aah ha ha))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Muhabbat Ibadat Muhabbat Hai

Muhabbat Ibadat Muhabbat Hai is a song from Mohabbat Ke Dushman 1988. It is sung by Asha Bhosle, Prakash Mehra. Lyrics are credited to Prakash Mehra. Music information: Anandj, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Mohabbat Ke Dushman 1988 album song list for more songs and album details.