Mubarak Ho Mubarak Lyrics, Singer & Song Details

Bada Kabutar 1973 album cover

Bada Kabutar 1973 Album Details

Deven Verma
Rahul Dev Burman
Yogesh Gaud
Ashok Kumar, Rehana Sultan, Deven Verma

album songs
Mubarak Ho Mubarak
Singer : Asha Bhosle

Mubarak Ho Mubarak Lyrics

Song Lyrics Title = Mubarak Ho
Song Lyrics Movie = Bada Kabutar
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists =Yogesh Gaud
Music Director =Rahul Dev Burman
Director =Deven Verma
Music Label =Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Mubarak ho, mubarak ho
Ye raat jawa ye khushi ka shama
Ye hasin jaha arey tujhko teri jaa

Mubarak ho, mubarak ho
Ye raat jawa ye khushi ka shama
Ye hasin jaha arey tujhko teri jaa

Dekho behki behki hai raat ki ada
Armano ko madhoshi de rahi hai sada
Dekho bahki bahki hai raat ki ada
Armano ko madhoshi de rahi hai sada

Jhumo gao rang zamao
Mubarak ho, mubarak ho
Ye raat jawa ye khushi ka shama
Ye hasin jaha arey tujhko teri jaa

Jiski dhun se is mehfil me ye shor hai
Tere ghar me dil ka wo aa gaya chor hai
Jiski dhun se is mehfil me ye shor hai
Tere ghar me dil ka wo aa gaya chor hai

Kar du uspe dil ye kabse tol
Mubarak ho, mubarak ho
Ye raat jawa ye khushi ka shama
Ye hasin jaha arey tujhko teri jaa

Jiski marji soche kya jit kya har hai
Kyu wo soche kisne ke pa liya pyar hai
Jiski marji soche kya jit kya har hai
Kyu wo soche kisne ke pa liya pyar hai

Khushiyo bhar ke ab dil dhadke
Mubarak ho, mubarak ho
Ye raat jawa ye khushi ka shama
Ye hasin jaha arey tujhko teri jaa
Mubarak ho, mubarak ho
Ye raat jawa ye khushi ka shama
Ye hasin jaha arey tujhko teri jaa...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Mubarak Ho Mubarak Video

About Mubarak Ho Mubarak

Mubarak Ho Mubarak is a song from Bada Kabutar 1973. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Yogesh Gaud. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bada Kabutar 1973 album song list for more songs and album details.