Morey Angana Mein Aaye Lyrics, Singer & Song Details

Naag Panchami 1953 album cover

Naag Panchami 1953 Album Details

Raman B Desai
Chitragupta Shrivastava
Gopal Singh Nepali
Manhar Desai, Nirupa Roy, Bipin Gupta, B M Vyas

album songs
Morey Angana Mein Aaye
Singer : Asha Bhosle

Morey Angana Mein Aaye Lyrics

Song Title = Morey Angana Me Aaye
Movie/Album = Naag Panchami (1953)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Gopal Singh Nepali
Music Composer = Chitragupta Shrivastava
Director = Raman B. Desai

Mp3 Song Lyrics

((Mere angana me aaye jab se sajan
Mere naino me deep jale pyar ki

Mere angana me aaye jab se sajan
Mere naino me deep jale pyar ki

Chanda kya dekhu
Taare kya dekhu
Chanda kya dekhu
Taare kya dekhu
Gore sajan ko nihar ke
Mere angana me aaye jab se sajan
Mere naino me deep jale pyar ki

Pihar ke pinjare me
Man mera panchi
Pihar ke pinjare me
Man mera panchi
Duniya ko khidki se dekhe
Duniya ko khidki se dekhe
Lekin jo preetam ko dekha to
Aa gayi angana me
Mukhada singar ke
Lekin jo preetam ko dekha to
Aa gayi angana me
Mukhada singar ke
Mere angana me aaye jab se sajan
Mere naino me deep jale pyar ki
Mere angana me aaye jab se sajan
Mere naino me deep jale pyar ki

Sawan me badara ko dekhe papihra
Sawan me badara ko dekhe papihra
Mukh se piya piya bole
Mukh se piya piya bole
Apne saajan aage jhumkar
Naachu mai piya pukar ke
Apne saajan aage jhumkar
Naachu mai piya pukar ke

Mere angana me aaye jab se sajan
Mere naino me deep jale pyar ki
Mere angana me aaye jab se sajan
Mere naino me deep jale pyar ki...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Morey Angana Mein Aaye

Morey Angana Mein Aaye is a song from Naag Panchami 1953. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Gopal Singh Nepali. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Naag Panchami 1953 album song list for more songs and album details.