Moree Saiyan Bhaye Lyrics, Singer & Song Details

Satta 2003 album cover

Satta 2003 Album Details

Madhur Bhandarkar
Raju Singh
Javed Akhtar
Raveena Tandon, Atul Kulkarni, Shri Vallabh Vyas

album songs
Moree Saiyan Bhaye
Singer : Asha Bhosle

Moree Saiyan Bhaye Lyrics

Song Title = More Saiyan Bhaye
Movie/album = Satta (2003)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Raju Singh
Director = Madhur Bhandarkar

Mp3 Song Lyrics

((More saiyan bhaye kotwaal
Bhaye kotwaal
Ho more saiyan bhaye kotwaal
Ab darr kaahe ka
Ho more saiyan bhaye kotwaal
Ab darr kaahe ka
Wo karenge meri dekhbhaal
Ab darr kaahe ka
Ab main saari nagariya ki hoon rani
Main karoon chaahe
Jitni bhi manmaani
Kaun hai, kaun hai
Kaun hai jo karega sawaal
Ab darr kaahe ka
More saiyan, o more saiyan
More saiyan bhaye kotwaal
Ab darr kaahe ka

Kaam hunter ka loongi najariya se
Muft saamaan loongi bajariya se
Kaam hunter ka loongi najariya se
Muft saamaan loongi bajariya se
Jo bhi chaahoon manga
Loongi thaane mein
Kiski himmat kare der laane mein
Raat din, raat din
Raat din main karoongi dhamaal
Ab darr kaahe ka
More saiyan, o more saiyan
More saiyan bhaye kotwaal
Ab darr kaahe ka

Jo bhi aayega najraana laayega
Phir bhi dekhoongi to kaanp jaayega
Jo bhi aayega najraana laayega
Phir bhi dekhoongi to kaanp jaayega
Mere nakhre uthaayenge saawariya
Ghoomoongi leke sarkaari motariya
Main lutaaoongi, main lutaaoongi
Main lutaaoongi sarkaari maal
Ab darr kaahe ka
More saiyan, more saiyan
More saiyan bhaye kotwaal
Ab darr kaahe ka
Wo karenge meri dekhbhaal
Ab darr kaahe ka
Ab main saari nagariya ki hoon rani
Main karoon chaahe
Jitni bhi manmaani
Kaun hai, kaun hai
Kaun hai jo karega sawaal
Ab darr kaahe ka
More saiyan, more saiyan
More saiyan bhaye kotwaal
Ab darr kaahe ka
More saiyan bhaye kotwaal
Bhaye kotwaal..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Moree Saiyan Bhaye

Moree Saiyan Bhaye is a song from Satta 2003. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Raju Singh. Read the lyrics above and view the Satta 2003 album song list for more songs and album details.