More Nainon Mein Shyam Samaye Lyrics, Singer & Song Details

Baawri 1982 album cover

Baawri 1982 Album Details

A. C. Trilokchandra
Mohammed Zahur Khayyam
Maya Govind
Rakesh Roshan, Jaya Prada, Yogita Bali, Shreeram Lagoo

album songs
More Nainon Mein Shyam Samaye
Singer : Lata Mangeshkar

More Nainon Mein Shyam Samaye Lyrics

Song Title = More Nainon Mein Shyam Samaye
Movie/album = Baawri (1982)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Maya Govind
Music Director = Mohammed Zahur Khayyam
Director = A.C. Trilogchander

Mp3 Song Lyrics

((Shyam shyam o shyam shyam shyam
Shyam shyam o shyam shyam shyam
More naino me shyam shmaye
More naino me shyam shmaye
Ab kajra ab kajra kaun lagaye
Rama kaun lagaye
More naino me
More naino me shyam shmaye
More naino me shyam shmaye
Shyam shyam shyam shyam shyam

Naino ki mai jyot jagau
Naino ki mai jyot jagau
Aasao ke pushp sajau
Aasao ke pushp sajau
Man mandir ban jaye o hoho
More naino me
More naino me shyam shmaye
More naino me shyam shmaye
Shyam shyam shyam shyam shyam

Yug yug se mai panth niharu
Yug yug se mai panth niharu
Shyam shyam har diwas pukaru
Shyam shyam har diwas pukaru
Pagla mohe banaye oho hoho
More naino me
More naino me shyam shmaye
More naino me shyam shmaye
Shyam shyam shyam shyam shyam

Jab bhi pau maa ke darsan
Jab bhi pau maa ke darsan
Kar dungi mai atam samarpan
Kar dungi mai atam samarpan
Fir chahe jiwan jaye oho hoho
More naino me
More naino me shyam shmaye
More naino me shyam shmaye
Shyam shyam shyam shyam shyam

Ab kajra ab kajra kaun lagaye
Rama kaun lagaye
More naino me
More naino me shyam shmaye
More naino me shyam shmaye
Shyam shyam shyam shyam shyam...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About More Nainon Mein Shyam Samaye

More Nainon Mein Shyam Samaye is a song from Baawri 1982. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Maya Govind. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Baawri 1982 album song list for more songs and album details.