Mora Nazuk Badan Lyrics, Singer & Song Details

Deewana 1952 album cover

Deewana 1952 Album Details

Abdul Rashid Kardar
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Suraiya, Sumitra Devi, Suresh

album songs
Mora Nazuk Badan
Singer : Suraiya

Mora Nazuk Badan Lyrics

Song Title = Mora Naazuk Badan
Movie/album = Deewana (1952)
Singers = Suraiya
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Naushad Ali
Director = Abdul Rashid Kardar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mora naazuk badan
Chhuye chanchal pawan
Mora naazuk badan
Chhuye chanchal pawan
Laaj ankhiyan mein aaye
Jiyara dhadak dhadak jaaye
Laaj ankhiyan mein aaye
Jiyara dhadak dhadak jaaye
Mora naazuk badan

Ho ho
Thandi hawaaon se main sharmaaun
Thandi hawaaon se main sharmaaun
Nadiya ki lahron mein
Tan ko chhupaaun
Koi dekhe naa haay
Laaj ankhiyan mein aaye
Jiyara dhadak dhadak jaaye
Laaj ankhiyan mein aaye
Jiyara dhadak dhadak jaaye
Mora naazuk badan
Mora naazuk badan
Chhuye chanchal pawan
Laaj ankhiyan mein aaye
Jiyara dhadak dhadak jaaye
Laaj ankhiyan mein aaye
Jiyara dhadak dhadak jaaye
Mora naazuk badan

Ho ho
Panchhi ne jeewan ki nayi dhun gaayi
Panchhi ne jeewan ki nayi dhun gaayi
Sang sang jawaani ne bansi bajaayi
Koyi dil mein samaaye
Laaj ankhiyan mein aaye
Jiyara dhadak dhadak jaaye
Laaj ankhiyan mein aaye
Jiyara dhadak dhadak jaaye
Mora naazuk badan
Mora naazuk badan
Chhuye chanchal pawan
Mora naazuk badan
Chhuye chanchal pawan
Laaj ankhiyan mein aaye
Jiyara dhadak dhadak jaaye
Laaj ankhiyan mein aaye
Jiyara dhadak dhadak jaaye
Mora naazuk badan...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mora Nazuk Badan

Mora Nazuk Badan is a song from Deewana 1952. It is sung by Suraiya. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Deewana 1952 album song list for more songs and album details.