Mon Amour Lyrics, Singer & Song Details

Kaabil 2017 album cover

Kaabil 2017 Album Details

Sanjay Gupta
Rajesh Roshan
Manoj Muntashir
Hrithik Roshan, Yami Gautam, Ronit Roy, Rohit Roy as Amit, Narendra Jha, Girish

album songs
Mon Amour
Singer : Vishal Dadlani

Mon Amour Lyrics

Song Title = Mon Amour
Movie/album = Kaabil (2017)
Singers = Vishal Dadlani
Song Lyricists = Manoj Muntashir
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Sanjay Gupta

Mp3 Song Lyrics

((Kadam se kadam jo mile
Toh phir saath hum tum chale
Chale saath hum tum jahan
Wahin pe bane kaafile

Mon amour..

Mon amour..
Chhod do khud ko aise meri baahon mein
Jaise hawaaon mein baadal koi
Mon amour..
Chhod do khud ko aise meri baahon mein
Jaise hawaaon mein baadal koi

Kadam se kadam jo mile
Toh phir saath hum tum chale
Chale saath hum tum jahan
Wahin pe bane kaafile

Zameen bole saari
Ra ra ri ra ri
Ye deewangi ka hai shor
Mon amour..

Aaj saare sapne chal palkon mein bhar le
Aaj saari khushiyon se yaarana kar le
Aaj saare sapne chal palkon mein bhar le
Aaj saari khushiyon se yaarana kar le

Da ra di da ra
Suno toh yaara
Aaja kar le mann mani thoi aur
Mon amour..
Mon amour..

Say yeah..

Roz roz aaye kahan ye neeli shaamein
Roz roz honge na aise hangamein
Roz roz aaye kahan ye neeli shaamein
Roz roz honge na aise hangamein

Da ra di da ra
Suno toh yaara
Bekhdi si hai chaayi chaaron aur

Say 1 2 3 4
Mon amour..

Chhod do khud ko aise meri baahon mein
Jaise hawaaon mein baadal koi

Kadam se kadam jo mile
Toh phir saath hum tum chale
Chale saath hum tum jahan
Wahin pe bane kaafile

Zameen bole saari
Ra ra ri ra ri
Ye deewangi ka hai shor
Mon amour..
Mon amour..))

Posted by : {Sandhya Kanojiya}

About Mon Amour

Mon Amour is a song from Kaabil 2017. It is sung by Vishal Dadlani. Lyrics are credited to Manoj Muntashir. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Kaabil 2017 album song list for more songs and album details.