Mohe Jaal Mein Phansae Liyo Lyrics, Singer & Song Details

Jaane Anjaane 1971 album cover

Jaane Anjaane 1971 Album Details

Shakti Samanta
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Shammi Kapoor, Leena Chandavarkar, Sandhya Roy

album songs
Mohe Jaal Mein Phansae Liyo
Singer : Lata Mangeshkar

Mohe Jaal Mein Phansae Liyo Lyrics

Song Title = Mohe Jaal Mein Phansae Liyo
Movie/album = Jaane Anjaane (1971)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Shakti Samanta

Mp3 Song Lyrics

(( Mohe jal me fasaye liyo beiman ne
Mora manwa chura liyo beiman ne
Mohe jal me fasaye liyo beiman ne
Mora manwa chura liyo beiman ne
Mohe jal me fasaye liyo

Bairi ye samjha ke mai hu machariya
Bairi ye samjha ke mai hu machariya
Titli mai mastani gati bijuriya
Gati bijuriya
Mohe pyar se luba liya liya beiman ne
Mora manwa chura liyo beiman ne
Mohe jal me fasaye liyo beiman ne
Mora manwa chura liyo beiman ne
Mohe jal me fasaye liyo

Tadpan na jane wo more jiya ki
Tadpan na jane wo more jiya ki
Adat buri hai ye more piya ki
More piya ki
Rang jama liya liya beiman ne
Mora manwa chura liyo beiman ne
Mohe jal me fasaye liyo beiman ne
Mora manwa chura liyo beiman ne
Mohe jal me fasaye liyo.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Mohe Jaal Mein Phansae Liyo

Mohe Jaal Mein Phansae Liyo is a song from Jaane Anjaane 1971. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Jaane Anjaane 1971 album song list for more songs and album details.