Mohe Bikta Sajan Mil Jaye Lyrics, Singer & Song Details

Mahua 1969 album cover

Mahua 1969 Album Details

Bibhuti Mitra
Master Sonik, Om Prakash Sonik
Qamar Jalalabadi
Shiv Kumar, Anjana Mumtaz, Prem Nath

album songs
Mohe Bikta Sajan Mil Jaye
Singer : Asha Bhosle, Usha Timothy

Mohe Bikta Sajan Mil Jaye Lyrics

Song Title = Mohe Bikta Sajan Mil Jaye
Movie/Album = Mahua (1969)
Singers = Asha Bhosle, Usha Timothy
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Composer = Master Sonik, Om Prakash Sonik
Director = Bibhuti Mitra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mohe bikta sajan mil jaye
Haye re mohe bikta sajan mil jaye
To lelu ise jan bechake
Haye mai lelu ise jan bechke
Aise saude me pahle dil jaye
Ho aise saude mein pahle dil jaye
Mile na piya jan bechke
Ho mile na piya jan bechke

Prem ki nagri ki aisi hi reet hai
Prem ki nagri ki aisi hi reet hai
Jo bhi hara yaha uski hi jeet hai
Jo bhi hara yaha uski hi jeet hai
Jau tujhpe main wari rabba haye haye
Kaisa teer laga rabba haye haye
Jau tujhpe main wari kaisa teer laga
Bhari tujhe dekhu to dil hil jaye
Main lelu ise jan bechke
Mile na piya jan bechke
Mohe bikta sajan mil jaye
Haye re mohe bikta sajan mil jaye
To lelu ise jan bechake
Haye main lelu ise jan bechke

Mithi mithi muraliya bajaye ja
Mithi mithi muraliya bajaye ja
Meri payal ko nagme sikhaye ja
Meri payal ko nagme sikhaye ja
Yahi mera hai irada rabba haye haye
Banu sham ki main radha rabba haye haye
Yahi mera hai irada
Banu sham ki main radha
Saiya naino me ghul mil jaye
Main lelu ise jan bechke
Mile na piya jan bechke
Mohe bikta sajan mil jaye
Haye re mohe bikta sajan mil jaye
To lelu ise jan bechake
Haye mai lelu ise jan bechke
Aise saude mein pahle dil jaye
Ho aise saude mein pahle dil jaye
Mile na piya jan bechke
Ho mile na piya jan bechke...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mohe Bikta Sajan Mil Jaye

Mohe Bikta Sajan Mil Jaye is a song from Mahua 1969. It is sung by Asha Bhosle, Usha Timothy. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Master Sonik, Om Prakash Sonik. Read the lyrics above and view the Mahua 1969 album song list for more songs and album details.