Mohabbato Me Dikhave Ki Lyrics, Singer & Song Details

Sunli Jo khuda Ne Dua album cover

Sunli Jo khuda Ne Dua Album Details

Sunli Jo khuda Ne Dua
None
None
Sunli Jo khuda Ne Dua

album songs
Mohabbato Me Dikhave Ki
Singer : Jagjit Singh

Mohabbato Me Dikhave Ki Lyrics

Song Lyrics Title = Mohabbato Me Dikhave Ki
Movie/Album Name = Sunli Jo khuda Ne Dua
Singer = Jagjit Singh

Mp3 Song Lyrics

(( mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mila
mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mila
agar gale nahi milta toh haath bhi na mila
agar gale nahi milta toh haath bhi na mila
mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mila

gharon pe naam the naamon ke saath auhade the
gharon pe naam the
gharon pe naam the naamon ke saath auhade the
bahut talaash kiya koi aadami na mila
bahut talaash kiya koi aadami na mila
mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mila

tamaam rishton ko main ghar pe chhod aaya tha
tamaam rishton ko main ghar pe chhod aaya tha
phir uske baad mujhe koi ajanabi na mila
phir uske baad mujhe koi ajanabi na mila
mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mila

bahut ajeeb hai yeh kurbaton ki duri bhi
bahut ajeeb hai
bahut ajeeb hai yeh kurbaton ki duri bhi
woh mere saath raha aur mujhe kabhi na mila
agar gale nahi milta toh haath bhi na mila
mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mila ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Mohabbato Me Dikhave Ki

Mohabbato Me Dikhave Ki is a song from Sunli Jo khuda Ne Dua. It is sung by Jagjit Singh. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Sunli Jo khuda Ne Dua album song list for more songs and album details.