Mohabbat Zindagi Hai Lyrics, Singer & Song Details

Moksha 2001 album cover

Moksha 2001 Album Details

Ashok Mehta
Rajesh Roshan
Javed Akhtar
Arjun Rampal, Manisha Koirala, Kalpana Pandit

album songs
Mohabbat Zindagi Hai
Singer : Madhushree

Mohabbat Zindagi Hai Lyrics

Song Title = Mohabbat Zindagi Hai
Movie/Album = Moksha (2001)
Singers = Madhushree
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Rajesh Roshan
Director = Ashok Mehta
Music Label = Venus Records

Mp3 Song Lyrics

((Kahi din se jaise pighalta hai dil
Sambhle na mujhse sambhalta hai dil
Machalta hai dil
Kahe dil deewana ki hai maine ab jaana ki
Mohabbat zindagi hain mohabbat zindagi hain
Yeh hai to har khushi hain
Mohabbat zindagi hain
Kahi din se jaise pighalta hai dil
Sambhle na mujhse sambhalta hai dil
Machalta hai dil
Kahe dil deewana ki hai maine ab jaana ki
Mohabbat zindagi hain mohabbat zindagi hain
Yeh hai to har khushi hain
Mohabbat zindagi hain

Yeh kya ho raha hai yeh kaisi hai baatein
Anokhen se din hain niralisi raatein
Yeh kaisi hai khushboo yeh kya roshni hain
Yeh duniya hi jaise nayi ho gayi hain
Chale jo hawa yeh jaise dheeme dheeme gaye
Mohabbat zindagi hain mohabbat zindagi hain
Yeh hai to har khushi hain
Mohabbat zindagi hain

Kahi din se jaise pighalta hai dil
Sambhle na mujhse sambhalta hai dil
Fizaon mein gunje jo shehnaayi si hai
Mere tan mein jaage ek angdaayi si hai
Koyi sapna jaise kahin saj raha hain
Koyi saaz jaise kahin baj raha hain
Nasha jaise chaye dil yehi dohraye
Mohabbat zindagi hai mohabbat zindagi hai
Yeh hai to har khushi hai
Mohabbat zindagi hain
Kahi din se jaise pighalta hai dil
Sambhle na mujhse sambhalta hai dil
Machalta hai dil
Kahe dil deewana ki hai maine ab jaana ki
Mohabbat zindagi hain mohabbat zindagi hain
Yeh hai to har khushi hain
Mohabbat zindagi hain.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mohabbat Zindagi Hai

Mohabbat Zindagi Hai is a song from Moksha 2001. It is sung by Madhushree. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Moksha 2001 album song list for more songs and album details.