Mohabbat Zinda Rehati Hai Lyrics, Singer & Song Details

Changez Khan 1957 album cover

Changez Khan 1957 Album Details

Kedar Kapoor
Qamar Jalalabadi
Hansraj Behl
Prem Nath, Bina Rai, Sheikh Mukhtar

album songs
Mohabbat Zinda Rehati Hai
Singer : Mohammed Rafi

Mohabbat Zinda Rehati Hai Lyrics

Song Title = Mohabbat Zinda Rehti Hai
Movie/album = Changez Khan (1957)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Composer = Hansraj Behl
Director = Kedar Kapoor
Music Label = Saregama
Starring = Prem Nath, Bina Rai, Sheikh Mukhtar, Jeevan

Mp3 Song Lyrics

((Khol aankhen apne khwaab e naaz se
Jaag mere pyaar ki aawaaz se
Zindagi betaab hai tere liye
Aa gale lag jaa usi andaaz se

Muhabbat zinda rahti hai
Muhabbat mar nahin sakti
Aji insaan kya ye to
Khuda se dar nahin sakti
Mohabbat zinda rahti hai
Mohabbat mar nahin sakti

Ye kahdo maut se jaakar ke
Ik deewaana kahta hai
Ye kahdo
Ke ik deewaana kahta hai
Koyi deewaana kahta hai
Meri ruh e muhabbat mujhse
Pahle mar nahin sakti
Mohabbat zindaa rahti hai
Mohabbat mar nahin sakti

Chali aa o meri jaan e tamanna
Dil kii mahafil mein
Chali aa chali aa chali aa
Chali aa dil ki mahfil mein
Meri jaan dil ki mahfil mein
Tu mujhse door ho ulfat
Gawara kar nahin sakti
Mohabbat zinda rahti hai
Mohabbat mar nahin sakti
Aji insaan kya ye to
Khuda se dar nahin sakti
Chali aa chali aa chali aa
Chali aa chali aa chali aa...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mohabbat Zinda Rehati Hai

Mohabbat Zinda Rehati Hai is a song from Changez Khan 1957. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Hansraj Behl. Music information: Qamar Jalalabadi. Read the lyrics above and view the Changez Khan 1957 album song list for more songs and album details.