Mohabbat Mein Tadapne Se Lyrics, Singer & Song Details

Hill Station 1957 album cover

Hill Station 1957 Album Details

Shakti Samanta
Hemanta Kumar
Shamsul Huda Behari
Pradeep Kumar, Bina Rai, Shyama

album songs
Mohabbat Mein Tadapne Se
Singer : Lata Mangeshkar

Mohabbat Mein Tadapne Se Lyrics

Song Lyrics Title =Muhabbat Mein Tadapane Se
Movie/Album Name = HILL STATION
Singer(s) = LATA MANGESHKAR
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihar
Music Composer = Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director = Shakti Samanta

Mp3 Song Lyrics

((muhabbat mein tadapane se qaraar aata hai is dil ko.........[2]
jo zaalim dil ko tadapaaye wahi bhaata hai is dil ko
muhabbat mein tadapane se qaraar aata hai is dil ko
muhabbat mein

kushi ki zindagi mein gam agar thoda sa shaamil ho....[2]
to sach maano ke jine ka maza aata hai is dil ko

muhabbat mein tadapane se qaraar aata hai is dil ko
muhabbat mein

bhulaana bhi agar chaaho to wo bhuula nahin jaata
koyi to baat hai aisi jo yaad aata hai is dil ko

muhabbat mein tadapane se qaraar aata hai is dil ko
muhabbat mein

akeli shamma kab jalati hai parawaana bhi jalata hai.........[2]
wo kud bhi to tadapata hai jo tadapaata hai is dil ko

muhabbat mein tadapane se qaraar aata hai is dil ko
jo zaalim dil ko tadapaaye wahi bhaata hai is dil ko
muhabbat mein tadapane se qaraar aata hai is dil ko
muhabbat mein..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mohabbat Mein Tadapne Se

Mohabbat Mein Tadapne Se is a song from Hill Station 1957. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shamsul Huda Behari. Music information: Hemanta Kumar. Read the lyrics above and view the Hill Station 1957 album song list for more songs and album details.