Mohabbat Mein Kabhi Aisi Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Ka Saagar 1961 album cover

Pyaar Ka Saagar 1961 Album Details

Devendra Goel
Ravi Shankar Sharma
Prem Dhawan
Rajendra Kumar, Meena Kumari, Madan Puri

album songs
Mohabbat Mein Kabhi Aisi
Singer : Asha Bhosle

Mohabbat Mein Kabhi Aisi Lyrics

Song Title = Mohabbat Mein Kabhi Aisi
Movie/album = Pyaar Ka Saagar (1961)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Director = Ravi Shankar Sharma
Director = Devendra Goel

Mp3 Song Lyrics

((Mohabbat mein kabhi aisi bhi
Halat payi jati hai
Ke hoti kya hai surat
Aur kya dikh lai jati hai
Mohabat mein kabhi aisi bhi
Halat payi jati hai
Ke hoti kya hai surat
Aur kya dikhlai jati hai

Chahe koi banduk dikhlaye
Chahe koi talwar
Karenge hum to kisi se pyar
Chahe koi banduk dikhlaye
Chahe koi talwar
Karenge hum to kisi se pyar
Karenge hum to kisi se pyar

Ek din majnu laila ke ghar
Aaya apna bhesh badal kar
Hone na payi pyar ki bate
Kismat ne dala ek chakkar
Aa gaya uska bap muchhandar
Mota taja mast kalandar
Aa gaya uska bap muchhandar
Mota taja mast kalandar
Par majnu bhi tha dilwala
Bola ye lalkar
Karenge haye haye
Karenge haye haye
Karenge hum to kisi se pyar
Karenge hum to kisi se pyar
Chahe koi banduk dikhlaye
Chahe koi talwar
Karenge hum to kisi se pyar
Karenge hum to kisi se pyar

Janne wale jan rahe hai
Raaz hai kya pahchan rahe hai
Duniya na mane pyar ko lekin
Manne wale man rahe hai
Hoti rahi aankho me ishare
Gair bhala kya samjhe bechare
Hoti rahi aankho me ishare
Gair bhala kya samjhe bechare
Aaj nahi to kal honge
Ham inke rishtedar
Karenge haye haye
Karenge haye haye
Karenge hum to kisi se pyar
Karenge hum to kisi se pyar
Chahe koi banduk dikhlaye
Chahe koi talwar
Karenge hum to kisi se pyar
Karenge hum to kisi se pyar.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mohabbat Mein Kabhi Aisi

Mohabbat Mein Kabhi Aisi is a song from Pyaar Ka Saagar 1961. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Pyaar Ka Saagar 1961 album song list for more songs and album details.