Mohabbat Mein Hansi Do Din Lyrics, Singer & Song Details

Stage 1951 album cover

Stage 1951 Album Details

Vijay Mhatre
Bhagatram Batish, Husnlal
Sarshar Sailani
Dev Anand, Cuckoo, Ramala Devi, Gulab, Kuldip Kaur, Raj Mehra, Mubarak, Ram Sing

album songs
Mohabbat Mein Hansi Do Din
Singer : Lata Mangeshkar

Mohabbat Mein Hansi Do Din Lyrics

Song Title = Mohabbat Mein Hansi Do Din
Movie/album =Stage (1951)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Sarshar Sailani
Music Director = Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Director = Vijay Mhatre

Mp3 Song Lyrics

((Kisi se pyar karna
Zindagi barbad karna hai
Zara sa muskura ke
Umar bhar fariyad karna hai
Mohabbat mein hasi do din ki
Rona zindagi bhar ka
Mohabbat mein hasi do din ki
Rona zindagi bhar ka

Ho badi bedard hai duniya
Ho badi bedard hai duniya
Bada zalim zamana hai
Bada zalim zamana hai
Magar is raaz ko barbad
Hokar humne jana hai
Mohabbat mein hasi do din ki
Rona zindagi bhar ka
Mohabbat mein hasi do din ki
Rona zindagi bhar ka

Jawani mein tabiyat pyar
Se kam baaz aati hai
Jawani mein tabiyat pyar
Se kam baaz aati hai
Mere tute huye dil se
Yahi aawaz aati hai
Yahi aawaz aati hai
Mohabbat mein hasi do din ki
Rona zindagi bhar ka
Mohabbat mein hasi do din ki
Rona zindagi bhar ka))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mohabbat Mein Hansi Do Din

Mohabbat Mein Hansi Do Din is a song from Stage 1951. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Sarshar Sailani. Music information: Bhagatram Batish, Husnlal. Read the lyrics above and view the Stage 1951 album song list for more songs and album details.