Mohabbat Ki Mujh Ko Saza Lyrics, Singer & Song Details

Duniya Ka Mela 1974 album cover

Duniya Ka Mela 1974 Album Details

Kundan Kumar
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Asrani, Jeevan, Sanjay Khan

album songs
Mohabbat Ki Mujh Ko Saza
Singer : Lata Mangeshkar

Mohabbat Ki Mujh Ko Saza Lyrics

Song Lyrics Title = Mohabbat Ki Mujh Ko Saza
Song Lyrics Movie = Duniya Ka Mela (1974)
Singer = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Kundan Kumar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((koi ajnabi sa wo insan tha
mere dil me kal rat mehman tha
bada dil ruba tha beiman tha
mohabbat ki mujhko saja de gaya
mohabbat ki mujhko saja de gaya
kisi or ka wo jalim pata de gaya
daga de gaya mera yar karke pyar
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau
mohabbat ki mujhko saja de gaya
kisi or ka wo jalim pata de gaya
daga de gaya mera yar karke pyar
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau

bato bato me chandani rato me
chand mulakato me
mere dil pe najar ki churi chal gayi
mere dil pe najar ki churi chal gayi
mai to is aag me jal gayi jal gayi
mai to is aag me jal gayi jal gayi
mai tadapti rahu bad dua de gaya
dil ke sholo ko aakar hawa de gaya
daga de gaya mera yar karke pyar
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau

aane jane me aise jamane me
mausam suhane me
mai to masti me thi khak mai janti
mai to masti me thi khak mai janti
hosh hota to hargij na mai manti
hosh hota to hargij na mai manti
jane kya le gaya or kya de gaya
dard wo de gaya ya dawa de gaya
daga de gaya mera yar karke pyar
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau

mohabbat ki mujhko saja de gaya
kisi or ka wo jalim pata de gaya
daga de gaya mera yar karke pyar
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau
kaha dhundhu kaha jau))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mohabbat Ki Mujh Ko Saza

Mohabbat Ki Mujh Ko Saza is a song from Duniya Ka Mela 1974. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Duniya Ka Mela 1974 album song list for more songs and album details.