Mohabbat Ki Kahaniyan Lyrics, Singer & Song Details

Woh Din Yaad Karo 1974 album cover

Woh Din Yaad Karo 1974 Album Details

K. Amarnath
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Sanjay Khan, Nanda, Shashikala, Mehmood, Tun Tun, Madan Puri, Wasti, Dhumal, Raj

album songs
Mohabbat Ki Kahaniyan
Singer : Talat Mahmood, Lata Mangeshkar

Mohabbat Ki Kahaniyan Lyrics

Song Title = Mohabbat Ki Kahaniyan
Movie/album = Woh Din Yaad Karo (1974)
Singer = Talat Mahmood, Lata Mangeshkar
Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = K. Amarnath

Mp3 Song Lyrics

((mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya
mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya
hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya
mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya
hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya
mohabbat ki kahaniya

ye kisse nigahe yar ke
ye dhadkan dile bekarar ke
ye kisse nigahe yar ke
ye dhadkan dile bekarar ke
ye subah tumhari yad ki ye shame suhani bahar ki
tumhari mohabbat me hame sanam mili hai ye nishaniya
hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya
mohabbat ki kahaniya

jamana na hamse chhen le
ye daulat tumhare nam ki
jamana na hamse chhen le
ye daulat tumhare nam ki
nigaho se dekhe hum kabhi
na surat judai ki sham ki
rahe yu hamesha sath hum rahe na rahe jindgani
mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya
hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya
mohabbat ki kahaniya .))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mohabbat Ki Kahaniyan

Mohabbat Ki Kahaniyan is a song from Woh Din Yaad Karo 1974. It is sung by Talat Mahmood, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Woh Din Yaad Karo 1974 album song list for more songs and album details.