Mohabbat Ke Khuda Lyrics, Singer & Song Details

Brahmachari 1968 album cover

Brahmachari 1968 Album Details

Bhappi Sonie
Jaikishan , Shankar
Shankardas Kesarilal
Shammi Kapoor, Rajshree, Pran, Mumtaz

album songs
Mohabbat Ke Khuda
Singer : Mohammad Rafi

Mohabbat Ke Khuda Lyrics

Song Lyrics Title = Mohabbat Ke Khuda
Song Lyrics Movie = Brahmachari 1968
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shankardas Kesarilal
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Bhappi Sonie
Music Label = Saregama
Release on = 26th April, 1968

Mp3 Song Lyrics

((Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai
Hame tum kya samajhte ho
Hame tum kya samajhte ho
Mohabbat ke khuda hum hai khuda hum hai khuda khuda khuda
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai
Hame tum kya samajhte ho
Hame tum kya samajhte ho
Mohabbat ke khuda hum hai khuda hum hai khuda khuda khuda hum hai
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai

Phulo ki tazgi tu hai
Kaliyo ki nazgi tu hai
Ab teri zindgi main hai
Aur meri zindgai tu hai
Mohabbat ke khuda hum hai khuda hum hai khuda khuda khuda hum hai
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai

Aankho se pyar chalkake
Ho dekha jo tune sharma ke
Pahlu me tere aa bethe
Hum do jahan thukrake
Mohabbat ke khuda hum hai khuda hum hai khuda khuda khuda hum hai
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai

Hothon ke jaam apne hai
Ye subah shyaam apne hai
Kyaa phool aur kyaa tare
Ye sab ghulaam apne hai
Mohabbat ke khuda hum hai khuda hum hai khuda khuda khuda hum hai
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai
Mohabbat ke khuda hum hai khuda hum hai khuda khuda khuda hum hai....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mohabbat Ke Khuda

Mohabbat Ke Khuda is a song from Brahmachari 1968. It is sung by Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Shankardas Kesarilal. Music information: Jaikishan , Shankar. Read the lyrics above and view the Brahmachari 1968 album song list for more songs and album details.