Mohabbat Ke Jhoote Saharon Ne Lyrics, Singer & Song Details

Sanskar 1952 album cover

Sanskar 1952 Album Details

V M Vyas
Roshanlal Nagrath
Shailendra
Mumtaz, Pran, Murad

album songs
Mohabbat Ke Jhoote Saharon Ne
Singer : Talat Mahmood

Mohabbat Ke Jhoote Saharon Ne Lyrics

Song Title = Mohabbat Ke Jhoote Saharon Ne
Movie/Album = Sanskar (1952)
Singers = Talat Mahmood
Song Lyricists = Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer = Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director = V.M. Vyas
Music Label = Saregama

Mp3 Songs Lyrics

((Mohabbat ke jhoote saharon ne loota
Chaman ko chaman kii bahaaron ne loota
Mohabbat ke jhoote saharon ne loota

Charaag aandhiyon jalaayen to kaise
Charaag aandhiyon jalaayen to kaise
Jalaayen to kaise
Hamaari nazar ko nazaaron ne loota
Chaman ko chaman kii bahaaron ne loota

Wo jhoothi kasam wo wafaaon ke waade
Wo jhoothi kasam wo wafaaon ke waade
Wafaaon ke waade
Hamen manzilon ke ishaaron ne loota
Hamen manzilon ke ishaaron ne loota

Muqaddar se koi shikaayat karen kya
Muqaddar se koi shikaayat karen kya
Shikaayat karen kya
Hame.n jagamagaate sitaaron ne loota
Chaman ko chaman kii bahaaron ne loota
Mohabbat ke jhoote saharon ne loota.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mohabbat Ke Jhoote Saharon Ne

Mohabbat Ke Jhoote Saharon Ne is a song from Sanskar 1952. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Sanskar 1952 album song list for more songs and album details.