Mohabbat Karnewala Muft Mein Lyrics, Singer & Song Details

Hong Kong 1962 album cover

Hong Kong 1962 Album Details

Pachhi
Omkar Prasad Nayyar
Raja Mehdi Ali Khan
Ashok Kumar, B.Saroja Devi, Omprakash, Helen

album songs
Mohabbat Karnewala Muft Mein
Singer : Asha Bhosle

Mohabbat Karnewala Muft Mein Lyrics

Song Title = Mohabbat Karnewala Muft Mein
Movie/album = Hong Kong (1962)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Raja Mehdi Ali Khan
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = Pachhi

Mp3 Song Lyrics

((Mohabbat karnewala
Mohabbat karnewala muft mein
Badnaam hota hai
Mohabbat karnewala muft mein
Badnaam hota hai
Yeh bholi shakl waale kis kadar
Maasum hote hai
Bade hi sidhe saadhe nek dil
Maalum hote hai
Koyi surat nahi aisi ki chori
Inaki khul jaaye
Agar iljaam bhi aaye toh
Inpar kis tarah aaye
Jabaan khaamosh rehati hai
Najar se kaam hota hai
Mohabbat karnewala
Mohabbat karnewala
Muft mein badnaam hota hai

Kare koyi bhare koyi,
Jara kaanun toh dekho
Samajh mein hi nahi aata hai
Chhuchh majmun toh dekho
Khataaye aapki lekin saja
Hum begunaahon ko
Najar hum rokate hai aap bhi
Roko nigaahon ko
Ishaare aap karate hain
Hamaara naam hota hai
Mohabbat karnewala
Mohabbat karnewala
Muft mein badnaam hota hai

Jahaan par husn hota hai
Najar khud thair jaati hai
Kadam yaadon ka damtak
Saath chalkar laut aati hai
Jaraasa dekh lene par
Kayaamat sar pe aayi hai
Aar hamane tumhe dekha toh
Isame kya buraayi hai
Usiko dekhate hai sab
Jo jalawa aam hota hai
Mohabbat karnewala muft mein
Badnaam hota hai
Mohabbat karnewala muft mein
Badnaam hota hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mohabbat Karnewala Muft Mein

Mohabbat Karnewala Muft Mein is a song from Hong Kong 1962. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Raja Mehdi Ali Khan. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Hong Kong 1962 album song list for more songs and album details.