Mohabbat Ka Maza Paya Lyrics, Singer & Song Details

Dil Kitna Nadan Hai 1997 album cover

Dil Kitna Nadan Hai 1997 Album Details

Ravi Rai
Anu Malik
None
Raja Bherwani, Raageshwari, Kiran Kumar

album songs
Mohabbat Ka Maza Paya
Singer : Kumar Sanu

Mohabbat Ka Maza Paya Lyrics

Song Tilte = Mohabbat Ka Maza Paya
Movie/album = Dil Kitna Nadan Hai (1997)
Singers = Kumar Sanu
Song Lyricists = N/A
Music Director = Anu Malik
Director = Ravi Rai

Mp3 Song Lyrics

((Mohabbat ka maza paya
Maza paya maza paya
Kabhi maine kabhi tune
Kabhi maine kabhi tune
Zamane bhar ko tarsaya
Tarsaya haan tarsaya
Kabhi maine kabhi tune
Kabhi maine kabhi tune

Mere dil ke varakh par
Tune jo paigam likha hai
Bahut hi khubasurat is me
Tera naam likha hai
Naa thi aisi meri takdir
Is paigam se pehle
Mera bhi naam abb aayega
Tere naam se pehle
Tere naam se pehle
Ki shola dil ka bhadakaya
Bhadakaya han bhadakaya
Kabhi maine kabhi tune
Kabhi maine kabhi tune

Hamare vaste baki nahi
Mazaburiya dil ki
Zara si der me sab mit
Gayi hain duriya dil ki
Naya ik mod hai yeh
Apni chahat ki kahani ka
Dilo ke saj ne chheda hai
Ik nagma jawani ka
Ik nagma jawani ka
Yeh nagma jhumkar
Gaya aji gaya han gaya
Kabhi maine kabhi tune
Kabhi maine kabhi tune
Mohabbat ka maza paya
Maza paya maza paya
Kabhi maine kabhi tune...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mohabbat Ka Maza Paya

Mohabbat Ka Maza Paya is a song from Dil Kitna Nadan Hai 1997. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to None. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Dil Kitna Nadan Hai 1997 album song list for more songs and album details.