Mohabbat Ho Gayi Lyrics, Singer & Song Details

Baadshah 1999 album cover

Baadshah 1999 Album Details

Abbas Mustan
Anu Malik
Sameer
Shahrukh Khan, Twinkle Khanna, Raakhee Amrish Puri

album songs
Mohabbat Ho Gayi
Singer : Abhijeet, Alka Yagnik

Mohabbat Ho Gayi Lyrics

Song Lyrics Title : Mohabbat Ho Gayi
Song Lyrics Movie : Baadshah 1999
Singers : Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Song Lyricists : Sameer
Music Director : Anu Malik
Director : Abbas-Mustan
Music Label : Venus Records
Starring : Shahrukh Khan, Twinkle Khanna, Rakhee, Amrish Puri
Release on : 27th August, 1999


Mp3 Song Lyrics


Kehna hai jo, dil se kahoo
Dilbar mere, dil mein rahoo
Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o
Kehna hai jo, dil se kahoo
Dilbar mere, dil mein rahoo

Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o..

Duniya ki baaton ko
Ye pagla nahin maanta
Ye paar ho jaaye kab
Koi nahin jaanta

Barfeelay mausam mein bhi
Shola bhadakne lagey
Na jaane kaise kahan
Ye dil dhadak ne lagey

Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o..

Deewangi ne teri
Majboor itna kiya
Socha na sambha sanam
Sabh kuch tujhe de diya

Saanson mein garmi teri
Dhadkan mein tera nasha
Teri bhi chaahat mein hai
Jaadu koi dilruba aa aa

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o

Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o
Kehna hai jo, dil se kaho

Dilbar mere, dil mein rahoo

Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o.....

Mohabbat Ho Gayi Video

About Mohabbat Ho Gayi

Mohabbat Ho Gayi is a song from Baadshah 1999. It is sung by Abhijeet, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Baadshah 1999 album song list for more songs and album details.