Mohabbat Bahut Hi Lyrics, Singer & Song Details

Raat Gayi Baat Gayi 2009 album cover

Raat Gayi Baat Gayi 2009 Album Details

Saurabh Shukla
Ankur Tewari
Sameer
Rajat Kapoor, Neha Dhupia, Vinay Pathak, Iravati Harshe

album songs
Mohabbat Bahut Hi
Singer : Ankur Tewari

Mohabbat Bahut Hi Lyrics

Song Title = Mohabbat Bahut Hi
Movie/album = Raat Gayi Baat Gayi (2009)
Singers = Ankur Tewari
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Ankur Tewari
Director = Saurabh Shukla

Mp3 Song Lyrics

((Jante ho kya samjate ho kya
Ki mohabbat bahut hi muskil hai
Ye rasta ki tumko pata hai
Ye marj hai dawa hai mohabbat
Bahut hi kadvi hai ye dawa
Ye kisne hai jana kisne hai pahchana
Ki kya hai ye mohabbat
Khusiya hai esme to gam bhi hai esme
Mohabbat ki esme rone ka alag hi maja hai
Baate pe baate or ye mulakate mohabbat
Ki esme jine ki alag hi adaa hai
Ye kisne hai jana kisne hai pahchana
Hai muskil batana ki kya hai ye
Kya hai ye ye mohabbat

Na din ka pata hai, raat ka pata hai
Ki mohabbat ki esme khone ka
Alag hi maja hai, jaan ke ya buj ke
Samaj ke ya bul se mohabbat
Bura koi fasa hai

Ye kisne hai jana kisne hai pahchana
Hai muskil batana ki kya hai ye
Kya hai ye ye mohabbat
Ye mohabbat ye hai mohabbat..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mohabbat Bahut Hi

Mohabbat Bahut Hi is a song from Raat Gayi Baat Gayi 2009. It is sung by Ankur Tewari. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Ankur Tewari. Read the lyrics above and view the Raat Gayi Baat Gayi 2009 album song list for more songs and album details.