Mohabbat Baazi Jeetega Lyrics, Singer & Song Details

Shareef Badmaash 1973 album cover

Shareef Badmaash 1973 Album Details

Raj Khosla
Kamal Rajasthani
Mehboob Sarwar
Dev Anand, Hema Malini, Ajit, Jeevan, Helen

album songs
Mohabbat Baazi Jeetega
Singer : Mohammed Rafi, S. Balbir

Mohabbat Baazi Jeetega Lyrics

Song Title = Mohabbat Baazi Jeetega
Movie/Album = Shareef Badmash (1973)
Singers = Jaani Babu Qawwal, Mohammed Rafi,S.Balbir
Song Lyricists = Mehboob Sarwar
Music Composer = Kamal Rajasthani
Director = Raj Khosla

Mp3 Songs Lyrics

((mohabbat bazi jitegi jamana bazi harega
mohabbat karne walo ko
bhala tu kaise marega
mohabbat bazi jitegi jamana bazi harega
mohabbat karne walo ko
bhala tu kaise marega
aazma ke hame dekh le mohabbat
mohabbat bazi jitegi jamana bazi harega
mohabbat karne walo ko
bhala tu kaise marega

tune kya socha hai dar jayenge
haste haste hum to mar jayenge
tune kya socha hai dar jayenge
haste haste hum to mar jayenge
ishk ki rah me na darenge kabhi
tu tera rakib hame dekh le mohabbat
mohabbat bazi jitegi jamana bazi harega
mohabbat karne walo ko
bhala tu kaise marega

hotho pe aayega kaise raz koi
dil tute na aayegi aawz koi
hotho pe aayega kaise raz koi
dil tute na aayegi aawz koi
bewafa hum nahi jo bhi ho gum nahi
tu sata ke hame dekh le mohabbat
mohabbat bazi jitegi jamana bazi harega
mohabbat karne walo ko
bhala tu kaise marega
aazma ke hame dekh le
mohabbat bazi jitegi jamana bazi harega
mohabbat karne walo ko bhala tu kaise marega.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mohabbat Baazi Jeetega

Mohabbat Baazi Jeetega is a song from Shareef Badmaash 1973. It is sung by Mohammed Rafi, S. Balbir. Lyrics are credited to Mehboob Sarwar. Music information: Kamal Rajasthani. Read the lyrics above and view the Shareef Badmaash 1973 album song list for more songs and album details.