Milta Hai Sachha Sukh Lyrics, Singer & Song Details

Shiv Mahima 1992 album cover

Shiv Mahima 1992 Album Details

Shantilal Soni
Arun Paudwal
Indeevar
Arun Govil, Kiran Juneja, Kewal Shah, Gajendra Chauhan, Reshma, Gulshan Grover

album songs
Milta Hai Sachha Sukh
Singer : Anuradha Paudwal

Milta Hai Sachha Sukh Lyrics

Song Title = Milta Hai Sachha Sukh
Movie/Album = Shiv Mahima (1992)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Arun Paudwal
Director = Shantilal Soni

Mp3 Song Lyrics

((Milta hai sacha sukh keval
Shivji tumhare charno me
Ye vinti hai pal chin chin ki
Rahe dhyan tumhare charno me
Chahe bairi sab sansar bane
Chahe jiwan mujh par bhar bane
Chahe maut gale ka har bane
Rahe dhyan tumhare charno me

Chahe agni me mujhe jalna ho
Chahe kato pe mujhe chalna ho
Chahe agni me mujhe jalna ho
Chahe kato pe mujhe chalna ho
Chahe chod ke desh nikalna ho
Rahe dhyan tumhare charno me
Milta hai sacha sukh keval
Shivji tumhare charno me
Ye vinti hai pal chin chin ki
Rahe dhyan tumhare charno me

Chahe sankat ne mujhe ghera ho
Chahe charo or andhera ho
Chahe sankat ne mujhe ghera ho
Chahe charo or andhera ho
Par man nahi dagmag mera ho
Rahe dhyan tumhare charno me
Milta hai sacha sukh keval
Shivji tumhare charno me
Ye vinti hai pal chin chin ki
Rahe dhyan tumhare charno me

Jivha par tera nam rahe
Tera dhyan subah or sham rahe
Teri yad to aatho dham rahe
Rahe dhyan tumhare charno me
Milta hai sacha sukh keval
Shivji tumhare charno me
Ye vinti hai pal chin chin ki
Rahe dhyan tumhare charno me
Chahe bairi sab sansar bane
Chahe jiwan mujh par bhar bane
Chahe maut gale ka har bane
Rahe dhyan tumhare charno me
Rahe dhyan tumhare charno me
Rahe dhyan tumhare charno me
Rahe dhyan tumhare charno me.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Milta Hai Sachha Sukh

Milta Hai Sachha Sukh is a song from Shiv Mahima 1992. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Arun Paudwal. Read the lyrics above and view the Shiv Mahima 1992 album song list for more songs and album details.