Mile Ho Jo Tum Mujhse Lyrics, Singer & Song Details

Jaadu Sa Chal Gaya 2006 album cover

Jaadu Sa Chal Gaya 2006 Album Details

Dev Basu
Nikhil, Vinay
None
Rakesh Bapat, Sudhanshu Pandey, Meera Vasudevan, Supriya Karnik

album songs
Mile Ho Jo Tum Mujhse
Singer : Shweta Pandit, Sonu Nigam

Mile Ho Jo Tum Mujhse Lyrics

Song Lyrics Title = Mile Ho Jo Tum Mujhse
Song Lyrics Movie = Jaadu Sa Chal Gaya (2006)
Singers = Shweta Pandit, Sonu Nigam
Music Director = Nikhil, Vinay
Director = Dev Basu

Mp3 Song Lyrics

((Mile ho jo tum mujhse
Khushi chhalki hai dil se
Chhaya hai sanam
Mere yaha suhana sama
Mile ho jo tum mujhse
Khushi chhalki hai dil se
Chhaya hai sanam
Mere yaha suhana sama
Mile ho jo tum mujhse

Mehfil ka nasha hai
Ya hai tumhara jaadu
Tera yeh roop ban kar ke dhoop
Mujh par hai chha gaya
Ho behke aise hum
Khud pe nahin hai kabu
Yaara tumhara andaaj
Pyara dil ko lubha gaya
Hue ho jo tum mere
Nazar kar rahi tere
Chhaya hai sanam
Mere yaha suhana sama
Mile ho jo tum mujhse

Khwabo ke aasman se
Aayi ho tum zamee pe
Riste yeh dil ke mehke hai milke
Aane laga maza
O ho sabki kyu nighahe
Hum pe jam gayi hai
Tum pass aaye lab muskuraye
Hasne lagi fiza
Bani hai jo yeh doori
Dilo ki yeh majburi
Chhaya hai sanam
Mere yaha suhana sama
Mile ho jo tum mujhse
Khushi chhalki hai dil se
Chhaya hai sanam
Mere yaha suhana sama
Mile ho jo tum mujhse
Khushi chhalki hai dil se
Chhaya hai sanam
Mere yaha suhana sama
Mile ho jo tum mujhse.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mile Ho Jo Tum Mujhse

Mile Ho Jo Tum Mujhse is a song from Jaadu Sa Chal Gaya 2006. It is sung by Shweta Pandit, Sonu Nigam. Lyrics are credited to None. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Jaadu Sa Chal Gaya 2006 album song list for more songs and album details.