Mil Gayi Khwabo Ki Manzil Lyrics, Singer & Song Details

Revati 2005 album cover

Revati 2005 Album Details

Faroogh A. Siddique
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Farooq Qaiser
Kiran Kumar, Kashmira Shah, Ayub Kha, Vijay Kadam

album songs
Mil Gayi Khwabo Ki Manzil
Singer : Shreya Ghoshal

Mil Gayi Khwabo Ki Manzil Lyrics

Song Title = Mil Gayi Khwabo Ki Manzil
Movie/Album = Revati (2005)
Singers = Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Farooq Qaiser
Music Composer = Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director = Farogh Siddique

Mp3 Song Lyrics

((Mil gayee khwaab ki manzil
Dil mera gaaye hai dhun koi nayi
Mil gayee khwaab ki manzil
Dil mera gaaye hai dhun koi nayi
Ye zamee aasaman ye taro ka karvan
Paya hai maine dono jahan
Mil gayee khwaab ki manzil
Dil mera gaaye hai dhun koi nayi

Mahaki mahaki hai fizza
Bahake bahake hai kadam
Bhigi bhigi wadi mein kho gaye hai aaj ham
Gungunau gau aur laharau mai
Ghumsum baithu ya kuch farmau main
Kaise maru sab bayan
Mil gayee khwaab ki manzil
Dil mera gaye hai dhun koi nayi

Khili khili dhoop si
Khilkhila ke main hasu
Jane anjane mein kya mila kya kahu
Aaine me dekhu aur sarmau
Apne hi aap se khud ko chupau
Le jau khud ko kaha
Mil gayee khwaab ki manzil
Dil mera gaye hai dhun koi nayi
Ye zamee aasaman ye taro ka karvan
Paya hai maine dono jahan
Mil gayee khwaab ki manzil
Mil gayi mil gayi....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mil Gayi Khwabo Ki Manzil

Mil Gayi Khwabo Ki Manzil is a song from Revati 2005. It is sung by Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Farooq Qaiser. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Revati 2005 album song list for more songs and album details.