Mil Gaye Dil Mil Gaye Lyrics, Singer & Song Details

Raksha 1981 album cover

Raksha 1981 Album Details

Ravikant Nagaich
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Agha, Parveen Babi, Prem Bedi

album songs
Mil Gaye Dil Mil Gaye
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Mil Gaye Dil Mil Gaye Lyrics

Song Title = Mil Gaye Dil Mil Gaye
Movie/album = Raksha (1981)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Ravikant Nagaich

Mp3 Song Lyrics

((mil gaye dil mil gaye phool banke khil gaye
rang chhane lage
mil gaye dil mil gaye phool banke khil gaye
rang chhane lage
fir se ham pyaar ke geet gaane lage
mil gaye dil mil gaye phool banke khil gaye
rang chhane lage

masti bhari is shaam me hosh se kaam lo
mere sanam baahe meri tum zara thaam lo
masti bhari is shaam me hosh se kaam lo
mere sanam baahe meri tum zara thaam lo
bin piye kadam ho dagmagaane lage
mil gaye dil mil gaye phool banke khil gaye
rang chhane lage

uff ye nazar uff ye ada ye mohabbat hai kya
aye ji suno ye to kaho ye shararat hai kya
uff ye nazar uff ye ada ye mohabbat hai kya
aye ji suno ye to kaho ye shararat hai kya
aapko aapse ham churane lage
mil gaye dil mil gaye phool banke khil gaye
rang chhane lage

maine kiya tumne kiya dono ne wada kiya
dil to diya ja dene ka ab irada kiya
maine kiya tumne kiya dono ne wada kiya
dil to diya ja dene ka ab irada kiya
pyaar me zindagi ham lutaane lage
mil gaye dil mil gaye phool banke khil gaye
rang chhane lage
mil gaye dil mil gaye phool banke khil gaye
rang chhane lage
fir se ham pyaar ke geet gaane lage..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mil Gaye Dil Mil Gaye

Mil Gaye Dil Mil Gaye is a song from Raksha 1981. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Raksha 1981 album song list for more songs and album details.