Mil Gaya Mil Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Bambai Ka Maharaja 1980 album cover

Bambai Ka Maharaja 1980 Album Details

Shibu Mitra
Usha Khanna
Anjaan
Jalal Agha, Vikas Anand, Amar Bedi

album songs
Mil Gaya Mil Gaya
Singer : Amit Kumar, Asha Bhosle

Mil Gaya Mil Gaya Lyrics

Song Lyrics Title = Mil gaya mil gaya
Song Lyrics Movie = Bambai Ka Maharaja
Singers = Amit Kumar, Asha Bhosle
Lyricist =Anjaan
Music Director =Usha Khanna
Film Director =Shibu Mitra
Film Producer =Iqbal Singh

Mp3 Song Lyrics

((Mil gaya,
Mil gaya, mil gaya, mil gaya
Dil se dil jane jaa, jal gaya, jal gaya
Jal gaya dekho sara jaha
Mil gaya, mil gaya, dil se dil jane jaa
Jal gaya, jal gaya, dekho sara jaha

Tere bina kase rahe, kase rahe tere bina
Janeman tu janejaa, janeman tu janejaa
Jo bhi huya jane bhi de, jane bhi de
Jo bhi huya, kise chhed purane na
Kise chhed purane na
Mil gaya, mil gaya, mil gaya
Dil se dil jane jaa, jal gaya
Jal gaya dekho sara jaha

Lala laa lala, lala laa lala, lala laa lala
Lala laa lala, lala laa lala, lala laa lala
Dekhe hume aise koi aise koi dekhe hume
Dekhe bhi to darna kya, dekhe bhi to darna kya
Chahe jo dil wohi kare, wohi kare chahe jo dil
Aur hume ab karna kya, aur hume ab karna kya
Mil gaya, mil gaya, mil gaya
Dil se dil jane jaa, jal gaya
Jal gaya dekho sara jaha

Ho ke juda jaye kaha, jaye kaha ho ke juda
Jina hume manjur nahi, jina hume manjur nahi
Wada raha tera mera, mera tera wada raha
Hoge ab hum dur nahi, hoge ab hum dur nahi
Mil gaya, mil gaya, mil gaya
Dil se dil jane jaa, jal gaya, jal gaya
Jal gaya dekho sara jaha...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Mil Gaya Mil Gaya Video

About Mil Gaya Mil Gaya

Mil Gaya Mil Gaya is a song from Bambai Ka Maharaja 1980. It is sung by Amit Kumar, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Bambai Ka Maharaja 1980 album song list for more songs and album details.