Meri Maang Ke Rang Mein Lyrics, Singer & Song Details

Bahu Beti 1965 album cover

Bahu Beti 1965 Album Details

T. Prakash Rao
Ravi Shankar Sharma
Sahir Ludhianvi
Ashok Kumar, Mala Sinha, Joy Mukherjee

album songs
Meri Maang Ke Rang Mein
Singer : Asha Bhosle

Meri Maang Ke Rang Mein Lyrics

Song Title = Meri Mang Ke Rang Me
Movie/album = Bahu Beti (1965)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Ravi Shankar Sharma
Director = T. Prakash Rao
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Meri maang ki rang nikali raakh chita ki bhar di
Ye kaisa insaaf hai tera ae
Bhagvan bedardi ae bhagvan bedardi
Meri maang ki rang nikali raakh chita ki bhar di
Ye kaisa insaaf hai tera ae
Bhagvan bedardi ae bhagvan bedardi

Ghungat uthne se pahle hi vidhva
Kardi preet suhaagan preet suhaagan
Tune liya maathe ka tika khol liye
Haatho ke kangan haatho ke kangan
Palak jhapak ke hasti basti duniya tune kardi
Ye kaisa insaaf hai tera ae bhagvan
Bedardi ae bhagvan bedardi

Rup sajakar jyot na jaagi tej pe
Kisi ka ful naa mahke ful naa mahke
Ban gaya meri munh ki kaalikh do
Naino ka kajal bahke kajal bahke
Bhaag banane wale tune bhaag pe saumat bhar di
Ye kaisa insaaf hai tera ae bhagvan
Bedardi ae bhagvan bedardi...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Meri Maang Ke Rang Mein Video

About Meri Maang Ke Rang Mein

Meri Maang Ke Rang Mein is a song from Bahu Beti 1965. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Bahu Beti 1965 album song list for more songs and album details.