Meri Kahani Bhoolne Waale Lyrics, Singer & Song Details

Deedar 1951 album cover

Deedar 1951 Album Details

Nitin Bose
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Nargis, Ashok Kumar, Dilip Kumar

album songs
Meri Kahani Bhoolne Waale
Singer : Mohammed Rafi

Meri Kahani Bhoolne Waale Lyrics

Song Lyrics = Meree Kahanee Bhulne Wale
Song Lyrics Movie or Album = Deedar (1951)
Singer(s) = Mohammad Rafi
Music Director(s) = Naushad
Lyricist(s) = Shakeel Badayuni

Mp3 Song Lyrics

((meree kahanee bhulne wale......)

meree kahanee bhulne wale, teraa jahan aabad rahe
meree kahanee.........
teree khushee par me mit jau, duniya teree aabad rahe
meree kahanee.........

mere git sune duniya ne magar, meraa dard koyee (naa jan saka -2)
ek teraa sahara tha dil ko, ek teraa sahara tha
too bhee naa mujhe pahechan saka - (2)
bachpan key woh git purane, aaj tujhe naa yad rahe
meree kahanee.......

me apna fasana keh naa saka, mere dil kee tamanna dil me rahee
lo aaj kinare par, lo aaj kinare par aake......
armano kee kashtee dub gayee - (2)
kismat ko manjur yahee tha, lab par mere fariyad rahe
meree kahanee..... ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Meri Kahani Bhoolne Waale

Meri Kahani Bhoolne Waale is a song from Deedar 1951. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Deedar 1951 album song list for more songs and album details.