Meri Jaanejigar Dekha Hai Lyrics, Singer & Song Details

Deewane Huye Paagal 2005 album cover

Deewane Huye Paagal 2005 Album Details

Vikram Bhatt
Anu Malik
Sameer
Akshay Kumar, Shahid Kapoor, Sunil Shetty, Rimi Sen, Paresh Rawal

album songs
Meri Jaanejigar Dekha Hai
Singer : Anu Malik

Meri Jaanejigar Dekha Hai Lyrics

Song Title = Meri Jaanejigar Dekha Hai
Movie/album = Deewane Huye Paagal (2005)
Singers = Anu Malik
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anu Malik

Mp3 Song Lyrics

((Meri jaane jigar dekhna hai agar
Tu mere ishq ki imtehaan dekh le
Maan kehna mera dekhna aaina
Meri aakhon mein chehra tera dekh le
Meri jaane jigar dekhna hai agar
Tu mere ishq ki imtehaan dekh le
Maan kehna mera dekhna aaina
Meri aakhon mein chehra tera dekh le

Main jahaan bhi gaya har ghadi har jagah
Yaad aayi teri yaad aayi teri
Jaaye tu jo kabhi mujhko aisa lage
Jaan jaaye meri jaan jaaye meri
Dekh tere bina haal kya hai mera
Mudke ek baar to dilruba dekh le
Maan kehna mera dekhna aaina
Meri aakhon mein chehra tera dekh le

Kya fiza kya falak sab mein teri jhalak
Dekhe meri nazar dekhe meri nazar
Koi chaahega na chaahta hoon tujhe
Main sanam jis kadar main sanam jis kadar
Meri baahon mein aao, meri raahon mein aao
Manzilon ka teri tu pata dekh le
Maan kehna mera dekhna aaina
Meri aakhon mein chehra tera dekh le

Meri jaane jigar dekhna hai agar
Tu mere ishq ki imtehaan dekh le
Maan kehna mera dekhna aaina
Meri aakhon mein chehra tera dekh le....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Meri Jaanejigar Dekha Hai

Meri Jaanejigar Dekha Hai is a song from Deewane Huye Paagal 2005. It is sung by Anu Malik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Deewane Huye Paagal 2005 album song list for more songs and album details.