Meri Galiyon Se Logon Lyrics, Singer & Song Details

Dharmatma 1975 album cover

Dharmatma 1975 Album Details

Feroz Khan
Anandji, Kalyanji
Indeevar
Feroz Khan, Hema Malini, Nazir Hussain, Premnath, Imtiaz Khan, Rekha, Farida Jal

album songs
Meri Galiyon Se Logon
Singer : Lata Mangeshkar, Mahendra

Meri Galiyon Se Logon Lyrics

Song Title = Meri Galiyon Se Logon
Movie/Album = Dharmatma 1975
Singer(s) = Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Music Director(s) = Kalyanji-Anandji
Lyricist(s) = Indeevar

Mp3 Song Lyrics

((yeh liya
juban juban par charche tere, gulshan gulshan mehka hai
tere javanee kee yeh khushbu se, sara aalam behka hai
tu hee meraa pyar hai, tu hee meree bandagee
tu hee meraa khwab hai, tu hee meree jindagee
pada jo tere husn kaa saya, katen khil gaye bankar kaliya
gairo karam bhul gaye ham, jabse dekhee teree galiya

reshama....
meree galiyo se -2 logo kee yaree badh gayee
meree galiyo se logo kee yaree badh gayee
sabkee najro me meree javanee chadh gayee
koyee kahe dil ley ja koyee kahe dil de ja - (2)
tujh me agar himmat ho mujhe tu ley ja ley ja ley ja
ley ja - (3)
meree galiyo se -2 logo kee yaree badh gayee
meree galiyo se

mujhe pa sakega wahee meraa dil jispe ho meherban
meraa dil jispe ho meherban, aaise pana nahee hai aasan
pehle rakhle hatehlee peh jan - (2)
kitne mere divane teraa kanp naa jaye kaleja - (2)
tujhme agar himmat ho mujhe tu ley ja ley ja ley ja
ley ja - (3)
meree galiyo se -2 logo kee yaree badh gayee
meree galiyo se

ho...
ho agar nibhanee kasam jindaganee kaa sab nam ley
jindaganee kaa sab nam ley, tu agar jawan mard hain
hath aake meraa tham ley - (2)
hotho ne tuje dawat dee paigam najar ne bheja - (2)
tujh me agar himmat ho mujhe tu ley ja ley ja ley ja
ley ja - (3)
meree galiyo se -2 logo kee yaree badh gayee
sabkee najro me meree javanee chadh gayee ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Meri Galiyon Se Logon

Meri Galiyon Se Logon is a song from Dharmatma 1975. It is sung by Lata Mangeshkar, Mahendra. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Dharmatma 1975 album song list for more songs and album details.